Zaroori Ailaan

Abhi abhi GEO per news aai hai kah
humary GS kah health minister lahore ganga raam hospital sy dawayaan choori karty huwy pakry gy, police van sy bhi fraaar ho gy hain , sub ko itlah di jati hai dehaan rakhna minishter sahib kahin aap kah haan nah pouch jain

shukiya

:smilestar: mera bhai aisay kaam nahi karta.. aap ko ghalat khabar mili hai :vivo:

Re: Zaroori Ailaan

ahha a:phati: interesting.

Re: Zaroori Ailaan

GS kaa Health Minister kaun hai? chor kaa bhai gireh-cut sunaa thaa magar yeh pahli baar paRh rahaa huN k chor kii bahen bhii gireh-cuT hotii hai "cb: :hehe:

:emmy:

main ny to sirf health minister ki bat ki hai aap ka bhai kon hai?

Re: Zaroori Ailaan

oye yeh kaisee afwaahein phelayee jaa rahee hain :smilestar:

wohi jis ka aap nay yahan naam lia hai :snooty:

Re: Zaroori Ailaan

hamare pass kyun ayenge :konfused:

bai aisa nahee par ilzam tu lag gya na ab kya kareen apnay health minister ko kasay bachayee

Re: Zaroori Ailaan

:snooty:

Re: Zaroori Ailaan

:eek:

:smooth: aap ne baki politicians ke tarha apna naam roushan kar diya.

Re: Zaroori Ailaan

yeh afwah nahin hai jinab