yeyyyyyyyy ![]()
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
kya matlab??
… sunny gadha nahi hai!! woh ek khoobsoorat bakra hai ![]()
Bhai…![]()
:halo:
aur tum bakri ![]()
chalo koi baat nahi bakri bahan..bakray kay liyah phir bhains dhoond rahee hai ![]()
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
mai bakri howi na kyonke mera bhai bakra hai
hahhaha ![]()
haan mai ek khoobsoorat gain dhondh rahi hoon!
**ji aapaa ?
@aisha & dania …
bakri aur gaye nahin … larki dhoondo ![]()
**
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
funny thread!
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
PG how is it funny?? :p
acha yaar shaadi ke baad bakri transform kar jayegi in to a girl!!! khoobsoorat larki! :P
main nahi dhoond rahee larki ![]()
main nay aisha ko batai thee larki.. usnay aagay baat chalai hi nahi ![]()
![]()
bhool gayeeN tum ![]()
wohi na ![]()
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
oh acha aap lol par aap tu engaged hain aur apki shaadi horahi hai ;p aapki koyi behn waghaira hai tu us ka naam register karadein! :p
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
**PG :ASA:
Dania ... mujhey larki ka bataoo .... Aisha ka bus chaley .. tou woh larki ki jaga lakri say shadi kerwa dey gi
**
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
haan I know you are sooo right lol… bus bohat hogaya.. tumhari shaadi hojani chahiye!!! ![]()
oh acha aap lol par aap tu engaged hain aur apki shaadi horahi hai ;p aapki koyi behn waghaira hai tu us ka naam register karadein! :p
abhi thori engaged hoon :)
shaadi karnay jaa tou rahee hoon Pakistan..kis sey yeh abhi pata nahi :)
**PG :ASA:
Dania ... mujhey larki ka bataoo .... Aisha ka bus chaley .. tou woh larki ki jaga lakri say shadi kerwa dey gi **
acha konsi larki sey shaadi karni hai?
i mean kaisi ho? kya khoobi khaamiyaaN hoN? waghera waghera..phir larki dhoondna asaan hojai ga :D
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
You all seem very funny!:)
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
Dania baji I dont get it, engaged nahi hain par shaadi karne ja rahi hain? Kya matlab?? :S
beauty queen we are funny :p
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
*Larki ho ............... kafi hai :P
*
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
bus kisi bhi tarah ki larki challeygi? ![]()