haha baychari
loo… ab larkey ka poora khandaan dekhna parey ga ![]()
tumhari shadi waley din … confirm barish hogi ![]()
![]()
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
dosro ki shaadi matt kharab karo!!!
… khud tu shadi nahi karni:aq:
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
*kis ney kaha ....
mujhey tou bohot zor say shadi ayi hwi hai :p
*
tho kya khaandan dekhay beyghayr shaadi kerwanay chalay ![]()
**tumhein shadi larkey say kerni hai ya khandaan say ?
aur yeh meri shadi ki thread hai .. ![]()
apni thread khud banaoo .. **
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
zooor se shaadi ayi howi hai?? ![]()
tu larki kidher hai!!!
Pakistan mein Shaadi , khaandan se he hothi hai :hinna:
Aap ke hothay huay mein kyoon thread banao:blush:
aap ki bhi hogee zaroor ![]()
hojai koi baat nahi… ![]()
hall main hogee na shaadi tou bheegay ga koi bhi nahi ![]()
Yeh kya horaha hai idher?
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
sunny tum dania jee ki shaadi ko nazar na lagao :p
Yeh kya horaha hai idher?
wahi horaha hai jo apko nazar araha hai beauty queen jee..
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
Jab kerni hogi toh bata doongi aap logon ko :p
Jab kerni hogi toh bata doongi aap logon ko :p
abhi karlo na.. waisay bhi hum dhoond rahay hain sunny kay liyah larki :p
larki tou tum dhoond rahi ho na ![]()
**
kyonkey meri thread meri behn ney banayi hai … tum apna bhai dhondoo :p**
**sirf **khaney bheegey ga ![]()
guess kerein
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
cadet: soch lejiyah… phir muft ka khana kaisay milay ga aap ko ![]()
Re: Zaroorat-e-rishta Bra'aiy Cadet018
jee beauty queen ap tu kaafi achi shakal ki malik hongi.. khoobsorat hadd o hisaab se bhi zyada hongi tu sunny ke lye perfect rahaingi :p
Re: Zaroorat-e-rishta Bra’aiy Cadet018
^
woh perfect nahi baychaari hogee.. kyun gadhay kay galay ki rassi beautyqueen kay liyah baandh rahee ho ![]()
**
haan .. yeh tou masla hoga … ![]()
okay … nahin hogi barish :p**
thats more like it ![]()