~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Waahhh meraa Passandeedaa Sher aur aap ke Aalaa Zauq kaa moun–boltaa Saboot bohaat kHoob Nikammi Sahibaa bohat Umda choice gr8
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Sunaai hi nahi deti mujhay ab CheekH bhi apni,
Lahoo ke shor ki “Shakir” koi Intehaa bhi hai
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
sada siskeioN ki sunaiey na day
**
[/quote]
** cHupp cHupp ke dil meiN sulagne se Faaidaa
Wo dard mujhko bhi do, jo tumhein bhi Dikhaa sakooN**
[quote]
Originally posted by Tassneef:
** ** cHupp cHupp ke dil meiN sulagne se Faaidaa
Wo dard mujhko bhi do, jo tumhein bhi Dikhaa sakooN**
**
[/quote]
zaKhm kaise bhi hooN kuchh roz meiN bhar jaate haiN
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
zaKhm kaise bhi hooN kuchh roz meiN bhar jaate haiN
**
[/quote]
gHam cHupaate rahe muskaraate rahe
mehfiloN mehfiloN gun-gunaate rahe
[quote]
Originally posted by Tassneef:
**
gHam cHupaate rahe muskaraate rahe
mehfiloN mehfiloN gun-gunaate rahe
**
[/quote]
kabhi us ka daRd chupa gaye kabhi apna daRd chupa gaye
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
waah
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Uska Dil bhi bohaat dukhaa hoga
Jab muqaddar mera likha hoga
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
dard pahaluu se judaa ho ke kahaaN jaayegaa
**
[/quote]
mujhko Safar hai tere kHwaab ke JazeeroN ka
Tere Shaoor ko choo kar guzar bhi skataa hoon
Poet Tassneef
[quote]
Originally posted by Tassneef:
**
mujhko Safar hai tere kHwaab ke JazeeroN ka
Tere Shaoor ko choo kar guzar bhi skataa hoon
Poet Tassneef**
[/quote]
dekhnaa hai zoR kitnaa baazuu-e-qaatil meiN hai
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Hmm bohot khoob…
thanks nikii g…![]()
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
dekhnaa hai zoR kitnaa baazuu-e-qaatil meiN hai
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[/QUOTE]
waaaaaah nikammi aap ne yaadein taazaa akr diN ...:) it was my turn i think :)
to lijyiee
*Maqtal ki taraf aaate aur tez qadaam aate
awaaz to di hoti haam teri qassam aate
Aye Jazbaa-e-kHuddaari jhukne naa diyaa tune
Likhne kelyie warnaa ´Sone ke Qalam aate *
:)
[QUOTE]
*Originally posted by Tassneef: *
waaaaaah nikammi aap ne yaadein taazaa akr diN ...:) it was my turn i think :)
to lijyiee
*Maqtal ki taraf aaate aur tez qadaam aate
awaaz to di hoti haam teri qassam aate
Aye Jazbaa-e-kHuddaari jhukne naa diyaa tune
Likhne kelyie warnaa ´Sone ke Qalam aate *
:)
[/QUOTE]
wowwwww itnay dino k baad aiey tu kai zabardast sher pakra..wesay konsay jungle se palto hai ya phir...............:)
hum be kia karen
to kiya karain keh taa`ruff hay khaar khaar kay saath
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
**
[/QUOTE]
chand paagal hai andherey mein nikal padta hai
unkee yaad aayee hai saanso zara ahista chalo
dhaRkano se bhi Ibaadat mein khalal padta hai
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
chand paagal hai andherey mein nikal padta hai
unkee yaad aayee hai saanso zara ahista chalo
dhaRkano se bhi Ibaadat mein khalal padta hai
[/QUOTE]
ab aisay shair ke aage kia kaha ja sakta hai??
chand waqaee pagal hai...kioon chand chehra jee...aap roshnee mein nikla karein na? :)
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
chand paagal hai andherey mein nikal padta hai
unkee yaad aayee hai saanso zara ahista chalo
dhaRkano se bhi Ibaadat mein khalal padta hai
[/QUOTE]
Yaad kiya aayi keh roshan ho gaye aansoo kay ghar
JungaloN meiN shaam utri jal uthay jugnoo kay ghar
yaadeN chaliN Khayaal chalaa ashk-e-tar chale
lekar payaam-e-shauq ka_ii naamabar chale