[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
Yaad kiya aayi keh roshan ho gaye aansoo kay ghar
JungaloN meiN shaam utri jal uthay jugnoo kay ghar
yaadeN chaliN Khayaal chalaa ashk-e-tar chale
lekar payaam-e-shauq ka_ii naamabar chale
[/QUOTE]
**
ye udasiyOo kay mousaM kahi raiegaaN na jaye
kisi yaad ko pukaroO kisi dard ko jagaoO