yuuN tu har lamha teRi yaad ka bhojal guzra

Main bhi apne hi Hathiyaar se iskaa muqaablaa karooNga

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

** Baseraa kar ya isko cHorh de yeh teri marzi hai
Keh Dil ko Dil hi rakha hai kabhi ZindaaN nahiN rakhaa**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 13, 2002).]

Dil to kia hum teri roh main uthar jahte
To neh chaha hi nahin humhe chahne walhoN ki tarha...

[quote]
Originally posted by Nayab:
**Dil to kia hum teri roh main uthar jahte
To neh chaha hi nahin humhe chahne walhoN ki tarha...

**
[/quote]

Nayab g one of my fa sher aur correction ki muafi chahti sherkuch yuun haiN

dil tu kia cheez hai hum rooh maiN utraY hoteY
tu ne chahha he nahiN chahnaY walooN ki taRha


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

dil ki siyahiyooN meiN tujhe DhuNDhta hua palakoN pe aa rukaa hai sitaaroN kaa qaafilaa

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

hmmm jotey agar achay hoon khobsurat hoon tu kia baar baar pahnay ko dil nahi karey gha (wesay shaieri maiN joota)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

lana mana hai bahaR utar k aia kijiey

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

…shukria

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano:
** Nayab g one of my fa sher aur correction ki muafi chahti sherkuch yuun haiN

dil tu kia cheez hai hum rooh maiN utraY hoteY
tu ne chahha he nahiN chahnaY walooN ki taRha

Hmm mera bhi fav sher hai ...Thanks i know mujhe pata tha....lekin galat likh diya tha mere khyaal seh main ne...

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

Baahir hi Utaar kar aaiya thaa .to aapke haath laga aur khench maara aap ne thread ke mounh per (j/k)
Aindaa maiN aaiya hi Nange paaoun kiya karooNGa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

But mere PaouN kahiN sensor na hojaaiN

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 14, 2002).]

[quote]
Originally posted by Nayab:
**
[QUOTE]
Originally posted by NikamiJano:
** Nayab g one of my fa sher aur correction ki muafi chahti sherkuch yuun haiN

dil tu kia cheez hai hum rooh maiN utraY hoteY
tu ne chahha he nahiN chahnaY walooN ki taRha

Hmm mera bhi fav sher hai ...Thanks i know mujhe pata tha....lekin galat likh diya tha mere khyaal seh main ne...**
[/quote]

aur mera Favourite yeh hai

** Dil cheez hai keya jaanaaN yeh Jaan bhi tumhaari hai
Teri BaanhooN meiN damm nikle Hasrat yeh hamaari hai**
(Singer Nayyara Noor)


*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*

[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**
aur mera Favourite yeh hai

** Dil cheez hai keya jaanaaN yeh Jaan bhi tumhaari hai
Teri BaanhooN meiN damm nikle Hasrat yeh hamaari hai**
(Singer Nayyara Noor)

Hmm aap ki kia baat hai …aap ko kishi aur keh ashaar pasand hai , aur hum ko aap keh

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

[quote]
Originally posted by Nayab:
**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[quote]
Originally posted by Tassneef:
**

[QUOTE]
Originally posted by Nayab:
**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

Is main heraan hone walhi kia baat hai …Hum aap ki tareef tordhe na kar rehe hai..hum to aik shayaar ki tareef kar rehe thay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

[quote]
Originally posted by Nayab:
**

[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif

Ab kia howa…Main neh kuch galat keh diya

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

  </a></td>
Sorry, your browser doesn't support Java.

***Tu ne dekha hai kabhi aik Nazar Shaam ke baad
Kitne Chup-Chaap se lagte haiN Shajjar Shaam ke baad

Itne Chup-Chaap keh Rasste bhi raheiNge La-Ilm
Chorh Jaayenge kisi Roz Nagar Shaam ke baad

Tu hai Sooraj,tujhe maaloom kahaaN Raat ka dukh
Tu kissi Roz mere Ghar meiN utar Shaam ke baad**


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 15, 2002).]

*kuchh faisalaa to ho ki kidhar jaanaa chaahiye
paanii ko ab to sar se guzar jaanaa chaahiye

har baar e.Diiyo.n pe giraa hai meraa lahuu
maqtal me.n ab ba-tarz-e-digar jaanaa chaahiye

kyaa chal sakenge jin kaa faqat mas'laa ye hai
jaane se pahale raKht-e-safar jaanaa chaahiye

saaraa jvaar-bhaaTaa mere dil me.n hai magar
ilzaam ye bhii chaa.Nd ke sar jaanaa chaahiye

jab bhii gaye azaab-e-dar-o-baam thaa vahii
aaKhir ko kitanii der se ghar jaanaa chaahiye

tohamat lagaa ke maa.N pe jo dushman se daad le
aise suKhan_farosh ko mar jaanaa chaahiye*

Uffffffffffffff wowwwwww
kiss sher ko pasand karooN kissko nahin
saari gHazal hi kamaal hai

keyaa kHoob ashaar haiN nicee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

uff
aapki choice hamesha ki tarah iss bar bhi UFF-UFF hai
waaahhhhhh bohat kHoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

Thanks Tassneef

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

sorry i didn’t metion
this Ghazal is By veen shakir

Beautiful and one of ma fav…thanks 4 sharing…aur agaR yu be kaha jaiey tu

ye rasteY jo haiN bikhraY khaaR zaRa sumait looN k talakh bohat hai fiZa abhi maiN saans looN tu kesay looN ye musaftaiN meRay pai'R maiN k raa'steY nahi khaiR maiN k waqat kabhi hai ruka huwa thama huwa thama huwa kabhi chalay tu yuuN chalnaY lagaY saady'aaN paal maiN guzaaR daY isi waQat ki taaNk jhaank maiN meRi manzil kahiN khoO gaye ab ye khaaR haiN auR musaftaiN meRi zindghi ki rahtaiN aa'bla pa hai meRa safaR aa'zeiateN haiN humsafaR ab rukooN k chal parooN ye khaaR sab sumait looN k shaam ka hai ye safaR

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

“uff” v nice one

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~