yuuN tu har lamha teRi yaad ka bhojal guzra

[quote]
Originally posted by Nayab:
**

[quote]
Originally posted by Nayab:
**

chaliey koi baat nahi Nayab g yu be hota hia hum phir is se start kartey agar nahi mila tu

IradaY jiN k pukhta hooN nazaR jin ki khuda pe ho Talatim khayz mojooN se wo ghabraia nahi kartaY

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Kisi bewafa ke khatir ye janoO ---- faraz kub tak
jo tumhay bhula chuka hai isay tum bhi bhool jaoO


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

aap ka sher ----(Dash) ki wajaah se dash kar gaiyaa..samajh nahi aaiya lollzz

magar phir bhi apna to kaam hai Dua dena :-

** Mujhko jo dukh diye haiN NahiN tujh se kucH gilaa
Meri Dua yahi hai keh tu ShaadmaaN rahe

Apni to Umr rote kaTi hai par is se keyaa
Jaa, meri Jaan, teraa kHudaa PaasbaaN rahe

Ehsaas-e-Namuraadi-e-Dil Sho’laa se uThaa
Ham JaaN-Balab parhe rahe Aatish-BajaaN rahe**


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

gHam-e-Duniyaa ki hai Dawaa gHam-e-Ishq
Damm-e-Isaa nahiN, siwaa Damm-e-Ishq
Behr-e-Aalam meiN ik Bapaa kardo
Piyaar ka gHUlgHulaa, Talatum-e-Ishq


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[quote]
Originally posted by Nayab:
**

Sorry Nayaab aaj din ke waqt maiN koi sher yahaN likh akr gaiya thaa aap ke lyie..bass yaar patta nahiN keya likhaa thaa.aur wo post hi nahiN huwa.jaldi mein thaa na wo Hospital pohanchnaa tha

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

pareshaani mein yaad nahIn rahaa..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

kHer ab sunaiye detaa hooN aapko koi aur sher wesse Peeno ne sunaa to diya hai aapko Lolz

Aaye wo din keh jinki Chaahat meiN ginte they in apni Taskeen-e-JaaN ke lyie
Phir wo Chehre Haweeda huwe jin ki YaadeiN Qayamat thiN Qalb-e-TapaaN keliye
Phool tum per NicHaawar kareiN,aur kushaada taraqi ki raaheiN kareiN
AarzooyeN meri jo DuaaeiN kareiN, RaNg laaiN mere MehmaaN keliye


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[quote]
Originally posted by chand_chehra:

*Nice
**
[/quote]

*
Kisi bewafa ke khatir ye janoO ---- faraz kub tak
jo tumhay bhula chuka hai isay tum bhi bhool jaoO

**
[/QUOTE]

kahti tu sahi hain chando g but but

har taraf ziist kii raahoN meiN khaRi dhuup hai dost
bas terii yaad ke saaye haiN panaahoO’N ki tarah


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

http://www.gupistan.com/gallery/1/candlglw.gif

***shama aik roze jala karti hai lakin muj ko
umer bhar k leay is aag main jalna ho gha


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

*ek na ek shama andheiraY meiN jalaY rakhiYe subha honaY ko hai mahol banaY rakhiYe jin k hathoN se hamein zakhm e nehaa pohanchaY heiN woh b kehtaY hein zakhmoN ko chupaY rakhiYe kon janaY woh kis rah guzer se guzaraY her guzer gah ko phoolon se sajaY rakhiYe damaN-e-Yaar ke zeenat na banaY hum ansoo apni palkon k liYe kuch to bachaY rakhiYe

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Nice Sher aur bohaat kHooobsoorat Image

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

** Shamma ki Maanind Ehl-e-Anjuman se Be-Neyaaz
Aksar apni Aag meiN chup-chaap jal jaate haiN Log**


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 13, 2002).]

** janO and tasneef ** very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

shorash qalb-o-naZar Aakhar zabaaN tak Aa ga'ee baat to Itnee se tHee laikan kahaaN tak Aa ga'ee

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Wo ShorsheiN Nizaam-e-JahaaN jin ke damm se hai
Jab mukHtassir kyia inheiN Insaan banaa diyaa


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 13, 2002).]

ab itna mushkil sher ka jawab kahan se laiey

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

mujhe choR de mere haal par tera kya bharosa hai charaagaR ye terii navaazish-e-muKhtasar meraa dard aur baRha na de

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

:)

*** ChaleiN ! "Der Aaayad Darust aayad"

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

aa to gaiyaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Yeh meeThaa meeThaa dard phir aye Chaaragar kahaN
Rehne de is Kasak meiN hai lazzat Kamaal ki**


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 13, 2002).]

thanks 4 ur

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

meRi himmat bandhaati hai yeh meri Aablapaa’eey talash-e-yaar ko maiN ne Azaab-e-JaaN nahiN rakhaa

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Mera hi Jootaa mere sar meiN maar diyaa ,…maiN ne haath kharhe kar diye lolz

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**