Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
Sath Chal Mooj-E-Saba Ho Jaisay

Log Yohn Dekh K Hans Detay Hain
Tu Mujhay Bhool Gaya Ho Jaisay

Ishq Ko Shirk Ki Had Tak Na Barha
Yohn Na Mil Hum Say Khuda Ho Jaisay

Hichkiyan Raat Ko Atti Hi Rahin
Tu Nay Phir Yaad Kia Ho jaisay

Zindagi Beet Rahi Hai Yohn Hi
Ek Be-Jurm Saza Ho Jaisay!!!

…HHG,…

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

:eek: :eek: :eek:

Is it URs… WOW… tum ko Dekh Ke tou yaqeen Hi naheeN hota… biting my hand

Zabardast yar… :k:

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

^^^^^
i know iam genius no doubt :p

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

Ishq Ko Shirk Ki Had Tak Na Barha
Wah maza agia

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

:d

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

Wow..good one..:)

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

Well, I always believed it belonged to Ehsaan Danish ;)

GS, move it to Intikhaab NOW! And please DON'T appreciate stealers, it's not fun! :(

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

ooooo amal bhi ye mayre hia ehsaan danish kon hia ye to muj ko pata bhi nahi sach

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

to phir Ehsaan Danish ney aap ki ye takhleeq churaai ho gi :slight_smile: Have a look at **it ** :slight_smile:

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

arghhhhhhhhhhhhhhhhh .. :mad: .. hammad is there a misunderstanding .. ?!?! ..

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

Naa likh, zor-e-qalam saY youN kuch
gumaaN ho tu naY likhaa ho JaisaY :D

(Amal bhai! this is mine and fil badeeh :p)

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

Ohhhhhhhhhhhhhhhh wah wah…bohot khoob:k:

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

kee hoya yaar

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

han ye baat boloee na :wink:

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

:smiley:

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

yeh tumhare hai yah danish ke .. :=s

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

heh wah ji buhat achey phaley parhi hui hai :D
Ehsan Danish ji a great poet indeed :)

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

aoooooooooooo naziiiiiii danish bhi nay muj ko kaha tha type karnye ko kar de

gazal mayre jaan yee mayre type kee hoye gazal hia :p

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

:mad2:

HAMMAD… Doosray ultay seedhay kaam tou kartay hi tahy.. now.. CHORI bhi shuru kardi :rolleyes:

Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay

Ufffffffffffff ho kia huwa aghar ye Danish jee ki haiN....!

Post karne maiN kohi problem to nahin na!