Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
Post Karnay maiN prob naheeN hay… APnay naam se Post karnay maiN prob hay ![]()
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
Post Karnay maiN prob naheeN hay… APnay naam se Post karnay maiN prob hay ![]()
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
ooooooooye chore may nai karta acha
may nay type ke hia to mayre hoye na
danish type karta wo use kee hote
abhi tum log mood ban gaye ho to bass authoratiy agye hia ider udr karnye ke
bachooooo agar jiss din may mood ban gaya na to GS janiiiiii tumahre haar poem ko baaned kar dooon ga
aor nayab thankz for give my side
aor GS
tumahre liye share
dost dost na raha
piyar piyar na raha
GS humayen tayra aatabar na raha
hey may nay GS tum ko kia souch aor tummm tum bewafa ho gaye
![]()
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
to kia ho gaya…Apne naam se kar li to kia ho gaya..bataiN bataiN?? akhir unki nahin haiN…ye maiN manti ho lekin unki fav to hain na!!
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
HAMMAD Janeman… Sudhar Ja… Aik tou Already tumhara Stock Exchange Down ja raha hay… Upar se .. Mujh Jesay Shareef Banday se Pangay kar rahay ho… ![]()
Bhai.. Tum Meri Murghi Chura ke.. Usko Panay Naam se Paka ke Kheraat kardo… BUT.. Ab Ehsan Danish Uncle Jesay Buzurg se Choori tou Zyadti hay na… ![]()
And… JahaaN tak MOD ki baat hay tou… Meray Jesa MOD doosra kahaaN milayga yar ![]()
NAYAB… MaRay… Ghla bas Ghla wee.. che da har sa wee kha… Bas Nooray Khabaray makawa ![]()
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
oooooo my dear para
danish unlce ka may jAN NASHEEN HO ekk baar kai
baar baar barb barba bar post kaoroon ga rook saktay to rook lo
yeee HHG ke baat zaban hia ![]()
that like my dear Z
kuch sikhooo nayab say GS
aor tum gaysah mood ALLAH kisee ko na banye :@
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
very nice...
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
PEACE ![]()
hammado .. very nice .. :k: ..
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
Hichkiyan Raat Ko Atti Hi Rahin
Tu Nay Phir Yaad Kia Ho jaisay
Zindagi Beet Rahi Hai Yohn Hi
Ek Be-Jurm Saza Ho Jaisay!!!!!
very nice........
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
hehe Ab esha bhi kia kar diya mene…jo itni tareef kar rehe haiN:blush:
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
![]()
Re: Yoon Na Mil Mujh Say Khafa Ho Jaisay
nice one :k: