ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai
teray malal nay ye bhi hunar sekhaya hai

ab is say barh kar koi aur mojza kya ho
bujha chiragh holoo’n nay khud jalaya hai

thi ek khwaab ko dafna kay noha gar jo ankh
na pooch kasay usay kabar nay uthaya hai

par huwi hai dararoo’n ki dhoop chehray par
kay aienay par kisi zalzaly ka saya hai

kathan tha marhala karioo’n ka jornay ka bohat
siray say kis nay ye akar sira milaya hai

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

ye kaya hai :konfused:

apart from it

very nice :k:

*

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

kathan tha marhala karioo'n ka jornay ka bohat
siray say kis nay ye akar sira milaya hai

beautiful sharing shab :)<!-- / message -->

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

mughay tu smagh hi nahi aai ye poem :D

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

ap nay reply kya isliye buch gaye baqi sub ko mai warning denay lagi ho :snooty:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

:(

:aq:

:dhimpak:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

hollaa=== hawa ka jhonka :rolleyes:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

:hmmm:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

light ap ne aj mu nahi dhoya :slight_smile:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

dhoya hai dear :halo:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

umm :k:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

jo sub ko samjh nahi aye isko agaye :smilestar:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

isiliye toh lekah he seb ke coments sei koe faeda nehe hoa me ne socha chelo ap khosh ho jao :cb:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

:cb: well said

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

:aq:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

Behtareeen Ghazal Share Ki Hai Shab Aap Ne :k:

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

achi post hia hijar :)

Re: ye zindagi ka kareena hamay jo aya hai

thanks B n B :flower1: