ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

tumhaRey baad heR manzeR mujhay bay’Rang lagta hai
ye ankheiN cheeN lo ya apni beyna’ee mujhay day do

maiN sansooN maiN samoo looN ga tumhaRi heR imanat ko
***ye wahshat naak sana’tey ye tanha’e mujhay day do ***

[/QUOTE]
        It's very nice. khas tor per ye do sher.:k::flower1: