ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

***dukhoN ki shidateiN zakhmoN ki gahra'ee mujhay day do*** ***masiha tum sahi azn-e-masiha'e mujhay day do***

tum apni zaat maiN khud anjuman ho tum ko kiya gham hai
maiN tanha hun ye zoq-e-bazam araa’ee mujhay day do

tum apnay dil k darwazey muqafil shok se kaR lo
bas apni zaat se azn-e-shanasa’ee mujhay day do

tumhaRey baad heR manzeR mujhay bay’Rang lagta hai
ye ankheiN cheeN lo ya apni beyna’ee mujhay day do

maiN sansooN maiN samoo looN ga tumhaRi heR imanat ko
***ye wahshat naak sana’tey ye tanha’e mujhay day do ***

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

It’s Beautiful NikamiJano..:k:

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

good one...

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

Wah bauhat khoob. :k:

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

zabardast

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

ITS REALLY BEAUTIFUL!!

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

waah zaberdast....

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

Zabardast :love:

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

*Bohat Khoooooooob :-) *

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

very nice :k: 2nd last shair mane post kya tha ankho mai :smiley:

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

:kursi: me ne b kia hia :hoonh: same

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

ap nay meray badh kya hoga :P

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

superb :lajawab:

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

Thanks:)

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

Thanks

Re: ye wahshat naak sanaa’tey ye tanhaa’ee mujhay day do

Bohat khoob NikamiJi :k: Very nice ghazal … Thanx for sharing :slight_smile:

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

thanks

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

[QUOTE]
tumhaRey baad heR manzeR mujhay bay'Rang lagta hai
ye ankheiN cheeN lo ya apni beyna'ee mujhay day do
[/QUOTE]

*
wahhhhhhhhhh!!!!!!!!!*

Re: ye wahshat naak sanaa'tey ye tanhaa'ee mujhay day do

Wah wah wah zalim shairee hai oor zalim choice hai...........:)