Ye jo zindagi ki kitaab hai
Ye jo zindagi ki kitaab hai
Ye kitaab bhi kyaa khitaab hai
Kahi ik hasin sa khwaab hai
Kahi jaan-levaa azaab hai
Ye jo zindagi ki kitaab hai
Ye jo zindagi ki kitaab hai
Ye kitaab bhi kyaa khitaab hai
Kahi chhaonn hai kahi dhoop hai
Kahi aur hi koi roop hai
Kahi chhaon hai kahi dhoop hai
Kahi aur hi koi roop hai
Kahi chehare is mein chhupe hui
Kahi chehare is mein chhupe hui
Ik ajib si ye naqaab hai
Kahi ik hasin sa khwaab hai
Kahi jaan-levaa azaab hai
Ye jo zindagi ki kitaab hai
Ye kitaab bhi kyaa khitaab hai
Kahi kho diyaa kahi pa liya
Kahi ro liya kahi gaa liya
Kahi kho diyaa kahi pa liya
Kahi ro liya kahi gaa liya
Kahi chhin leti hai har khushi
Kahi chhin leti hai har khushi
Kahi meharaban behisab hai
Kahi ik hasin sa khwaab hai
Kahi jaan-levaa azaab hai
Ye jo zindagi ki kitaab hai
Ye kitaab bhi kyaa khitaab hai
Kahi aansuo ki hai dastan
Kahi muskurahato ka baya
Kahi aansuo ki hai dastan
Kahi muskurahato ka baya
Kahi barqato ki hai barishe
Kahi barqato ki hai barishe
Kahi tishnagi behisab hai
Kahi ik hasin sa khwaab hai
Kahi jaan-levaa azaab hai
Ye jo zindagi ki kitaab hai
Ye kitaab bhi kyaa khitaab hai.
yeh vo firoza kitaab e zeest hai jise koii Khareed kar nahiiN paRhtaa hai aur jo paRhtaa bhii hai vo bas kisii se udhaar le kar hii paRhtaa hai aur paRhne ke ba'd use vaapas bhii nahiiN kartaa. goyaa k, kitaab ke seene pe kunDli maar ke baiTh jaataa hai aur us par moong daltaa hai :D