Amal
March 31, 2003, 11:08pm
1
[thumb=B]yechaal.JPG[/thumb]
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ye chaal meri samaa’at ki thi ya dhoka us ki sadaa ka tha
wo dey raha tha hukm magar lehja saara iltijaa ka tha
jisey meiN samajh na saka kabhi wo aaNdhiyoN ki cheekh thi
mujhey laga wo dhula dhula haseen lehjza sabaa ka tha
teri kash’makash ki hey khabar ke tu kuch samajh na saka magar
meri mohabbatoN ki kitaab meiN saara tazkira wafaa ka tha
mujhey deeN fiza ney zamaanateiN ke be-dharrak chiraagh jalaey ja
merey tasavvuroN meiN kaheiN kaheiN phir bhi khadsha hawa ka tha
dawaa bhi ki duwaa bhi ki magar dard ki shiddat na tham saki
jo mohabbatoN ney mujhey diya wo zakhm hi gehra balaa ka tha
jo roz-e-mehshar jama huwey unhey kab talab terey deed ki thi
terey ‘bandigaan-e-neyaaz’ ko saara intizaar jazaa ka tha
By: Amal
Sehar
March 31, 2003, 11:11pm
2
Ufff....mere paas aflaz nahi haiN... :)
Re: Ye chaal meri samaa’at ki thi ya dhoka us ki sadaa ka tha
*Originally posted by Amal: *
[thumb=B]yechaal.JPG[/thumb]
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ye chaal meri samaa’at ki thi ya dhoka us ki sadaa ka tha
wo dey raha tha hukm magar lehja saara iltijaa ka tha
teri kash’makash ki hey khabar ke tu kuch samajh na saka magar
meri mohabbatoN ki kitaab meiN saara tazkira wafaa ka tha
dawaa bhi ki duwaa bhi ki magar dard ki shiddat na tham saki
jo mohabbatoN ney mujhey diya wo zakhm hi gehra balaa ka tha
jo roz-e-mehshar jama huwey unhey kab talab terey deed ki thi
terey ‘bandigaan-e-neyaaz’ ko saara intizaar jazaa ka tha
** Aymal ** sari gazal he beautiful no words but ye awsome thanks 4 sharing with us …
and thanks 4 posting 4 U..
Amal kia baat hai ap ke:k::k:
bohut khobsoorat likhe hai.her sher aik se bahr ker aik hai:k::k:
thanks a lot for sharing such a master piece:flower1:
khuda apko khuss rakhay and aur ziada likhne ke tofeek da
Re: Ye chaal meri samaa’at ki thi ya dhoka us ki sadaa ka tha
*Originally posted by Amal: *
Ye chaal meri samaa’at ki thi ya dhoka us ki sadaa ka tha
wo dey raha tha hukm magar lehja saara iltijaa ka tha
jisey meiN samajh na saka kabhi wo aaNdhiyoN ki cheekh thi
mujhey laga wo dhula dhula haseen lehjza sabaa ka tha
teri kash’makash ki hey khabar ke tu kuch samajh na saka magar
meri mohabbatoN ki kitaab meiN saara tazkira wafaa ka tha
mujhey deeN fiza ney zamaanateiN ke be-dharrak chiraagh jalaey ja
merey tasavvuroN meiN kaheiN kaheiN phir bhi khadsha hawa ka tha
dawaa bhi ki duwaa bhi ki magar dard ki shiddat na tham saki
jo mohabbatoN ney mujhey diya wo zakhm hi gehra balaa ka tha
jo roz-e-mehshar jama huwey unhey kab talab terey deed ki thi
terey ‘bandigaan-e-neyaaz’ ko saara intizaar jazaa ka tha
By: Amal
woww amal beautiful :k:
Re: Ye chaal meri samaa'at ki thi ya dhoka us ki sadaa ka tha
[QUOTE]
*Originally posted by Amal: *
Ye chaal meri samaa'at ki thi ya dhoka us ki sadaa ka tha
wo dey raha tha hukm magar lehja saara iltijaa ka tha
jisey meiN samajh na saka kabhi wo aaNdhiyoN ki cheekh thi
mujhey laga wo dhula dhula haseen lehjza sabaa ka tha
teri kash'makash ki hey khabar ke tu kuch samajh na saka magar
meri mohabbatoN ki kitaab meiN saara tazkira wafaa ka tha
mujhey deeN fiza ney zamaanateiN ke be-dharrak chiraagh jalaey ja
merey tasavvuroN meiN kaheiN kaheiN phir bhi khadsha hawa ka tha
dawaa bhi ki duwaa bhi ki magar dard ki shiddat na tham saki
jo mohabbatoN ney mujhey diya wo zakhm hi gehra balaa ka tha
jo roz-e-mehshar jama huwey unhey kab talab terey deed ki thi
terey 'bandigaan-e-neyaaz' ko saara intizaar jazaa ka tha
By: Amal
[/QUOTE]
Very nice, eik eik shair bohat acha hai... MashaAllah
Thanks for sharing :)
very nice ghazal Amal…thnx for sharing and keep up the good work :k:
Azad
April 1, 2003, 7:00am
9
jo roz-e-mehshar jama huwey unhey kab talab terey deed ki thi
terey ‘bandigaan-e-neyaaz’ ko saara intizaar jazaa ka tha
Beautiful :k:
Dilsay
April 1, 2003, 7:36am
10
Very nice and master pice like always.....
wowww amal bhae ap nei boht boht boht achei ghazal likhe hei flower1:isi tarah likte rehein
muje autograph keb deh ghe:)
Azad
April 1, 2003, 12:43pm
13
Jab aap ki shadi ho jay gii
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Jab aap ki shadi ho jay gii :)
[/QUOTE]
mei nei amal bhae sei poocha hei ap sei nehe..apnei fuzol comment apne pas rekhhy shukria
Azad
April 1, 2003, 1:51pm
17
[QUOTE]
Originally posted by *Masoom Muskaan : *
mei nei amal bhae sei poocha hei ap sei nehe..apnei fuzol comment apne pas rekhhy shukria
[/QUOTE]
:D
bohat khoob amal :k: thanks for posting :k: