Tanhaie Ko Kesay Choru
Barson Mein Ek He To Yaar Mila Hai!
Re: Yaar
Lovely :k:
Re: Yaar
Yaar zara bahar nikal ker Mall Road per phira karo.
Nice. :k:
Re: Yaar
Maal road pe aisa kia hai ![]()
Re: Yaar
Shayad koi dost mil jaye ya bun jaye.
Re: Yaar
Lekin agar dost banane ka tareeqa aata to shayar ye shair kiyun kehta.
Re: Yaar
Roz jata hon wahan abhe bhe wahi ja rha hon uncle ![]()
Re: Yaar
Wahan aapka office hai? Per aaj to Sunday hai ![]()
Re: Yaar
Uske pass he hai ![]()
Aj zara kuch :cobra: krnay ja rha hon
Re: Yaar
Sheesha
Konsa flavor?
Re: Yaar
Double Apple,Mint,Paan :cobra:
Re: Yaar
You mean Paan alag se khaenge?
Re: Yaar
Paan wala flavour yaar
waisay Mall Road ka paan bhut famous hai ![]()
Re: Yaar
Paan to khair Maal road se aage data darbar se bhi thoda aage ka mashoor hai ;)
Re: Yaar
maula Baksh kay paan, st. Anthony school kay samany . Wah, kya baat hai.
Re: Yaar
Beautiful,
Re: Yaar
I know ![]()
Jee uncle Maula Baksh ke paan bilkuk Saint Anthony School ke samnay
Sara bachpan wahi guzra miss those days now ![]()
Re: Yaar
Mein wahan 60’s mein paan khanay jaya karta tha. Agli baar gaye toh mujhey yaad karna. ![]()
Re: Yaar
Uncle UK main Paan khane kahan jate hai?
Re: Yaar
Kabhi kabar jub London mien hota hoon toh “anand” kay paan, wah kya baat hai.