Re: Yaar
Mein wahan 60's mein paan khanay jaya karta tha. Agli baar gaye toh mujhey yaad karna. :D
Jee zarur wah 60's mein kesa tha lahore
Ap kahe to koi 50 100 Pan TCs na kr doon apko :@:
Re: Yaar
Mein wahan 60's mein paan khanay jaya karta tha. Agli baar gaye toh mujhey yaad karna. :D
Jee zarur wah 60's mein kesa tha lahore
Ap kahe to koi 50 100 Pan TCs na kr doon apko :@:
Re: Yaar
Mujhe bhi kar den :@:
Re: Yaar
lahore barra peaceful tha.
Paan Bejh dein. ![]()
Re: Yaar
@waleed aapki lahore me gilori milti hai kya?
Re: Yaar
gilori means chota paan?
Re: Yaar
Kitne ![]()
I wish i could see lahore in the 60’s
Address bta day ![]()
Gilori kiya hai ![]()
Re: Yaar
Yehi koi 25-30
Re: Yaar
Address bta day ![]()
Waisay Khi ke paan to lahore se zyada mashoor hai :cobra:
Re: Yaar
Acha. Karachi main kahan ke paan mashoor hain?
Re: Yaar
aap sab mujhe Pakistan ki achi achi cheezein bhiwaa dein
chaman ki ice cream, karachi ki haleem and bohat saray kapray ![]()
Re: Yaar
Aap kon hain.. Kuch yaad nahin aa raha ![]()
Re: Yaar
Aap koh daal pakaanay say fursat mil gayee. Aaj konsee daal pakaee.
Re: Yaar
Mjhe bus itna pta hai ke wahan ke log Paan bhut khatay hai :cobra:
Ap mjhe 5000$ send kre mein apko yeh sari cheezain send kr donga
![]()
Re: Yaar
itne mehnge paan.. main to lyari se khareed loonga
Re: Yaar
Unho ne Kapro ka bhe kaha aur ice cream ka bhe ![]()
Re: Yaar
gilori means chota paan?
@ waleed haan bhai chota pan
@muqawee123 ji haan apke karachi me milta hai?
in india ek meetha paan 6rs ka hota
Re: Yaar
Matlab mere liye free delivery Paan ki. ![]()
Re: Yaar
Nhe woh to nhe milta ![]()
Jee apke free hai ![]()
Re: Yaar
5000 rs. mein kapray bhi miltay hain kaya ![]()
Re: Yaar
aaj mein nay biryani banai hai and saath boneless chicken boti tikka ![]()