Tamheed!!
Ghulam gardishon say hotay howay ….
Kabhi kabhi aik gehray rang ki larki …
pass say guzar jati hay,
koi baat momasilat rakhti hay kisi say ..
jo bazahir nazar nahi aati,
ghoor karo to samajh bhi na aay,
maghar us lamhay main kaii rang aa kar
be-rang ehsaas ko chu kar
gulab ban jatay hain….. Tum:
Haan waqee tum yaad aati ho
Un lamhon main
Jab kabhi kabhi
Main bhool jata hoon
Khud say door nikal jata hoon
Kia yeh momkin hay
Keh un lamhon main
dhiray say …..
Dil angan main, Tum aa jaya karo
Chaltay chaltay rah main mil jaya karo
Bad’gumaan reh kar talkhi say sahi
Yon hi halka sa muskoraya karo
Who:
Tum meri mohabat nahi ho maghar
Sabub dil dharraknay ka ban jaya karo
Apni manzil kay phonchnay tak hi
Ajnabi sii hum’safar ban jaya karo
Nahi dua, to aah ban kar hi
Honton say lipaT jaya karo
Our Main:
Her roz shaam say pehlay
Ghar aapnay, tum loT gaya karo
Thorr kar buth’ takhayol kay **Azad~ **
Sajday main kabhi to gir jaya karo
relax dilsay, foren hi hyper na ho jaya karain,jo aap soch rahae ho woh ghalat hai................kuch aya samejh main........
[/QUOTE]
aadhoori yeh humari post hay .. telegraph office nahi ... please aap humari post say door raha karain ..... jab daikho mou uTha kar chali aati hay.... or oper say itni badsorat .. allah allah
aadhoori yeh humari post hay .. telegraph office nahi ... please aap humari post say door raha karain ..... jab daikho mou uTha kar chali aati hay.... or oper say itni badsorat .. allah allah
[/QUOTE]
Jinhein takhleeq Khuda ne kar diya unhein badsurat kehne ka huq kis ne diya tujhe azad ?
Good question koyee poochay is say khud ko kiya samajahta hai... har aak kay pechay par jata hai... Badsourat kahin ka... Dilsay badsourat....
:)
[/QUOTE]
** Arif jee** haq to humain humari badsurati nay dia hay ... yeh hum badsoraton ki beraderi ki baat hay .. aap jiasy handsome logon ki samjah main aanay wali nahi .... Hum kisi bhi apnay jaisay basorat ko dikah kar Rashq ka shikar ho saktay hain ... yeh humara paydaishi haq hay .... :D humain afsoos hay aap is haq se mehroom hain .. aghar aap kuch karna hi chahatay hain to sabar karain.
** Dislay** aap nay sach kaha ...... humaray jaisay kala dil khain our dhonDnay say bhi nahi milay ga.
** on a second thought ........**
aadhoori aap ki ghumshuda bahinss lagi hay ... ap hum kalon ko humaray haal par chuR do
aadhoori jee khushi howi aap say mil kar our yeh jaan kar kay aap humaray jaisi ho ... :)
relax dilsay, foren hi hyper na ho jaya karain,jo aap soch rahae ho woh ghalat hai................kuch aya samejh main........
[/QUOTE]
Dont worry and yes you are right... things will be ok...
**
Can any one tell me if he has gone to Toranto on a motor bike (from Pakistan) just asking..... **
** Arif jee** haq to humain humari badsurati nay dia hay ... yeh hum badsoraton ki beraderi ki baat hay .. aap jiasy handsome logon ki samjah main aanay wali nahi .... Hum kisi bhi apnay jaisay basorat ko dikah kar Rashq ka shikar ho saktay hain ... yeh humara paydaishi haq hay .... :D humain afsoos hay aap is haq se mehroom hain .. aghar aap kuch karna hi chahatay hain to sabar karain.
[/QUOTE]
Azad, just a clarification here... !
Mein ne jo kuch uper likha ussay serious mat lena per dekho hamara mazhab humein yehi sikhaata hai ke kisi ki dil azaari na ki jaye and I think istarha keh dene se zaroor dil-azaari hosakti hai.. !
Mein tumhare sath kisi kisam ka jhagra nahee karna chahata, sorry if you get hurted with the views I'd shared !
Aankhain bhi wohi hain tu darecha bhi wohi hai
aur soch ke aangan mein utarta bhi wohi hai
Jis ne mere jazboon ki sadaqat ko na jaana
Ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai