-- X2 ka Aashiyaana ...

Re: – X2 ka Aashiyaana …

namaqool… pitai… zara zara q ? poora q nai ?

Badaam khaya karo, samjh nai aati? kia kaha tha badboo-e-saba nay ? :-p

waisay that eid raat is not the one to forget :-p
beecharay khair andesh ko do gantay lagay thay merging main, lekin phir bhi 3-4 dhaagay reh gayay thay :smiley: