-- X2 ka Aashiyaana ...

Re: – X2 ka Aashiyaana …

q? uss ki shadi hpgai kia ? :s

abay jaa… mera daamaN paak hay, sufaid hay… Tunnia ka koi mod issay apnay mailay hathon say daagh-daar nai karsakta :-p

abhi sonay do unhain… jaisay wo soyaya thay kuch saal pehlay ki eid par :wink: yaad hokay kay na yaad ho :-p