per app ka rad-e-ammal kaisa hota hay amoman ...
agar wrong call kernay wala ya walee app say adhee raat ko poochay ya or kissi waqt main ..k app kia ker rahee/rahay hain . / kia haal hay / ya woh app say bat kerna chahta /chahtee hay
app baghair kuch kahay phone band ker daytay hain ya .. us ko kharee kharee sunatay hain ya behtee ganga main haath dhonay beth jatay hain
??
depend karta hai awaz kaisi hai, agar agli taraf say haaji saab ki tarah awaz aa rahi ho to mai bager sochay hang up, warna agar koi pyari si , meethi si kissi hamwatan larki ki awaz ho to mai phone ko lamba say ziyada lamba karnay ki koshish kaRoonga.