agar wrong call kernay wala ya walee app say adhee raat ko poochay ya or kissi waqt main ..k app kia ker rahee/rahay hain . / kia haal hay / ya woh app say bat kerna chahta /chahtee hay
app baghair kuch kahay phone band ker daytay hain ya .. us ko kharee kharee sunatay hain ya behtee ganga main haath dhonay beth jatay hain
??
depend karta hai awaz kaisi hai, agar agli taraf say haaji saab ki tarah awaz aa rahi ho to mai bager sochay hang up, warna agar koi pyari si , meethi si kissi hamwatan larki ki awaz ho to mai phone ko lamba say ziyada lamba karnay ki koshish kaRoonga.
pehlay SIM to dalwa lo, phir call bhi aa jaye gi, agar tab bhi naa aye to facebook par aik group hai “tarsay hoye log, numbers ki talaash maiN” , wo join kar lena, udhar har kissam ka larka apna number share karta hai.
Mai soch raha hoon 800-free number purchase kar looN, taa kay larkiaN jab muje call karaiN to unko paisay na paraiN. We must provide good service, ajkal ki larkion ki demads are way too high.
^ jitnay paisoN ka wo nr muje paray ga, utnay mai maiN return ticket khareed kar Amna Haq say na shaadi kar looN.
Anyhow feel free to join that group, ham mashallah say 600 larkay ho chuke haiN, aur aik larki bhi hai beech mai jisnay apna nr chora bhi to uskay bhai ka tha.
depend karta hai awaz kaisi hai, agar agli taraf say haaji saab ki tarah awaz aa rahi ho to mai bager sochay hang up, warna agar koi pyari si , meethi si kissi hamwatan larki ki awaz ho to mai phone ko lamba say ziyada lamba karnay ki koshish kaRoonga.
fitte muh, tumhe me batati hu
tum or lambiiii baat, NEVERRRRRRRRRR:p