agar wrong call kernay wala ya walee app say adhee raat ko poochay ya or kissi waqt main ..k app kia ker rahee/rahay hain . / kia haal hay / ya woh app say bat kerna chahta /chahtee hay
app baghair kuch kahay phone band ker daytay hain ya .. us ko kharee kharee sunatay hain ya behtee ganga main haath dhonay beth jatay hain
maiN naY aik dafaa raat 11 bajjaY aik aisee call karnaY waalaY ko "PTV kaa Farmaan-e-Ilaahi" pooraa sunwaa diyaa thaa
sawal yeh paida hota hay k us nay sun bhi liya ?
I just put the phone down. If they still don't give up phir apne daddy ko phone de deti hoon aur woh itni achi batain kertein hain keh insan ainda bhool ke bhi call na karay
mainy ik dafa ghalti kee thee abu ko cell day diya lakin us bayhooda admi nay abu ko yeh keh diya k yeh mere biwi ka phone hay us kay baad abu ko to jo ghusa ana tha mujhay khud bhi baare shermindgee hoyee
is ley ab main ignore ker daytee hoon or gher main kissi ko nahi batatee ...koi faida nahi jahail k sath jahil bannay ka : )
agar wrong call kernay wala ya walee app say adhee raat ko poochay ya or kissi waqt main ..k app kia ker rahee/rahay hain . / kia haal hay / ya woh app say bat kerna chahta /chahtee hay
app baghair kuch kahay phone band ker daytay hain ya .. us ko kharee kharee sunatay hain ya behtee ganga main haath dhonay beth jatay hain
??
I make wrong calls many a times at raat ke baara baje and I asked lots of people khairyat but unfortunately they banged the phone right on my face. Thanks.