Wrang nambur

Aaalluuuuuu
Aalluuuuuuuuuu
Koi hey ?
Koi to ye phone uthayee..

Awaz aa rahi hey ?

Re: Wrang nambur

Aaalluuuuuu
Aalluuuuuuuuuu
Koi hey ?
Koi to ye phone uthayee..

Awaz aa rahi hey ?

Re: Wrang nambur

han aa rahi hai
aap ko aa rahi haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
helloooooooooooooooooooooo
helloooooooooooooooooooooooo

pata nahi kon kambakht hai bolta hi nahi hai :vivo:

Re: Wrang nambur

oonnchi bolo yar
kia ho gaya hey
kabhi long distance call nahi attend ki ?

Re: Wrang nambur

arrey.. apne kaan wali machine to kaan mein dalo..! awaaz is liye nahi aa rahi..!

chalo utni dair tak mein msg bhejti hoon..!!

message..:smilestar:

Re: Wrang nambur

helooooooooooooooooooooooo
helloooooooooooooooooooooooo

awaaz aa rahi hai :emmy:

Re: Wrang nambur

na bolney wala kambakhat AQ hey
meri awaz to ap ko dosray kan se bhi aa rahi ho gi redrose

Re: Wrang nambur

ohh acha yea aap ki awaaz hai
phir aap ko mairi awaaz kyoo nahi aa rahi :naraz:

Re: Wrang nambur

lagta hey line mein koi masla hey
oh ab aa rahi hey
kia hal hein wahan ?
sab thek thak hein na ?

Re: Wrang nambur

howa yoon ke ik sahib ne raat k 1 baje apne hamsaye ke ghur call ki..
or kaha Jinaab aap ka kutta bhonk raha hey isko chup karain.

agle din hamsey ne raat ke 2 baje call ki
or kahan,,, Jinaab raang number hamare ghur tu koie kutta nahi hey lol

Re: Wrang nambur

HAAAAAAAAAAAAAANNNNNNNNNNNNNN
SAB THEEK THAAK HAIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIII
AAP SUNAOOOOOOOOOOOOOOOOOOOO
BAAL BACHEY THEEK HAINAAAAAAAAAAAAAAAAAAAA

kaam shaam theek chal raha haina
kitney logo ko ooper bhaija

Re: Wrang nambur

sac.. tum kisi pind pe gaye ho kya..?!

Re: Wrang nambur

roz 10 bando ko uper bhaijta hon
( ward second floor per hey :cb: and its funny when someone is discussing the patient by the bedside sayign ke isay uper bhaijna hey :cb: patient ki jan nikalti ho gi :cb: )
apkey bachay kaisayhein ?

Re: Wrang nambur

OOOOOOOOOOOO mera yaar aya :dhimpak:

moutaayyyy :smilestar:

Re: Wrang nambur

mein apkey pind mein aa sakta hon ? :blush:

Re: Wrang nambur

roz 10 patients :eek:

mairi abhi shadi nahi hoii :snooty:

Re: Wrang nambur

himmat hai to aa jao.. mujhe kya..:rolleyes:

Re: Wrang nambur

Don’t talk to me :naraz:

Re: Wrang nambur

meri bhi nahi hoi :blush:

:cb:

Lay D, wahan Hukka milay ga na ? tey dudh patti vi ? :chai:

Re: Wrang nambur

acha..aap ki bhi nahi hoii
to iss ka mutlab ham dono kunwaarey :blush: