Re: Wrang nambur
bush karein
mujhey shallam ati hey ![]()
Re: Wrang nambur
bush karein
mujhey shallam ati hey ![]()
Re: Wrang nambur
idhar to sab kuch mil jaayega.. bass himmar karo.. aur apne ghaddhey pe samaan baand kar aa jao..
dont worry.. gaddhey ke liya hamare paas garage hai.. woh araam se raat ko udhar so jaayega..
ab sabaash dono bhai aa jao.. ![]()
Re: Wrang nambur
hahahaha alright dont mind about it i was just joking ![]()
Re: Wrang nambur
yar mein apka bhai nahi hon. Jo apka bhai hey, usper mera saman ladda hoa hey. Horn de raha hon, ab darwaza bbhi khol do hawayli ka
Re: Wrang nambur
it was just a joke ? broken heart I thought it was a match made in heavens ![]()
Re: Wrang nambur
mouttay ![]()
Re: Wrang nambur
I’m still not talking to you ![]()
Re: Wrang nambur
Im not either ![]()
p.s how r u ![]()
Re: Wrang nambur
oye mere bhai ke baarey mein kuch mat karo.. mera bhai bohot paala hai..
mujhe to awaaz nahi aa rahi.. tum kis haweli ke baher kharrey ho..? ![]()
Re: Wrang nambur
lol u doctors ![]()
Re: Wrang nambur
I don’t wnat to hear from you ever again ![]()
p.s. Kahan hoti ho yar ? mish you
![]()
and kahan chup ker baithi hoi ho ? ![]()
**RedRose **She ain’t a doctor, kaki hey woh abhi ![]()
Lay D Cute cute awaz mein hi dhainchu dhainchu ker raha hey , sweet na
Re: Wrang nambur
i was talking about u :D
Re: Wrang nambur
yaawr bolo to sahi.. kidhar ho tum..? mujhe awaaz nahi aa rahi..
Re: Wrang nambur
gadhey ke ooper hai... uss ki awaaz nahi aa rahi kia
Re: Wrang nambur
mein itna mota to nahi hoa ke doctorssss ban jaon ![]()
![]()
Re: Wrang nambur
Kano se headphones nikalo and khirki se bahir daikho ![]()
Re: Wrang nambur
yaawr gadhey aur sac ki awaaz same hai.. yeh bhi ek problem hai.. yeh na ho ke main sac ko garage mein kharra kardoon.. aur gaddhey ko andar le aaon..![]()
Re: Wrang nambur
arrey dekh rahi hoon.. doooooooooooooor se mujhe ek paala sa gaddha nazar aa raha hai… aur.. ek paala sa.. chikna sa bakra.. aur tum bhi nazar aa rahe ho.. lekin mujhe pata nahi chal raha ke gaddha kaun hai aur sac kaun..
tum dono ek hi barber se baal katwaatey ho kya..? style to ek hi hai..![]()
Re: Wrang nambur
@ lay_D
to phir kiney motey hain ![]()
Re: Wrang nambur
oyeee khabardaar kisi nay saccy ka mazaq uraya
sirf mai ura sakti houn ![]()
msn saccy wali smiley ![]()