Words Use in Any Languages Same As It

Re: Words Use in Any Languages Same As It

bhai, isii liye to kahaa na k english meN kah denaa ziyaada aasaan aur ziyaada qaabil-e-fehm hai :slight_smile: yeah…kah sakte haiN k … yaar bain-ul-'ankaboot pe huN :slight_smile: lol…sounds so funny! :smiley: