Womens right to divorce, given by her husband

I think you haven't been to that kind of situation I saw.

Do you know no matter what happens between parents KIDS never wants seperation between their parents. NEVER NEVER NEVER.

Kids will blame you if you will leave. PPl mistreat that lady and her kids. She left alone.

Baap bhai uncle twinkle sub shuru main madad kar saktay hain sari zindagi naheen. Baap aur uncle aik waqt pay maar jain gay. Bhai shadi kay baad badal jatay hain. Unki biwion ko bahan ki madad pasand naheen ati khuwah bahan kitni bhi zaroorat mund ho phir us larki aur us kay buchchon ko daikhnay wala koi naheen hota. Wo khud tanha apnay buchchon kay saath rehti hai.

Ub buchchon ko chor kar ussay kamana bhi hota hai ghar chalanay ko. Agar wo chala bhi lay to buchchay baap naheen honay ki wajah say bigar bhi jaatay hain.

Logon kay tanaay aur buchchon kay saath bura sulook alag hai.

Ub agar aap ki buchchi hai to loag us say shadi karna naheen chahain gay kay uski maan aisi thi kay talaq lay li to beti bhi aisi hi ho gi aur aisa hi karay gi. Ya yay bhi kahain gay kay iska baap awara tha to yay bhi awar ho gi.

I have seen how ppl behave with divorce or seperated lady and her kids.

A selfish lady can think only for herself not for her kids.