**Jis k hont **kabhi Ikhlaqan bhe hanste tou Yun lagta tha ke agar Aik lamha bhi ! Aur hansay To..
**Uski aankhein **Rou deingee
Sab se alag Apni he dunya mein Gum rehta tha
Wo khamosh, Udaas sa larka j****ab bhi, Uss larki se milta
**Tou uss lamhay **usko
**Itni **khushi hoti
**ke wo saari udaasiyan, **Saare ghum Bhool Jata..
**Ander he ander **apne dil mein Hans deta.. Uske honton k humrah
**Uski aankhein bhi **hansti thi
Lekin Jab wo uss se j****uda hone lagi To wo P****ehle se Aur bhi zyada Tanha, Gum sum Aur, udaas ho gaya…:snooty:
jab koi marta hai to wo sitara bun kar aasman pe jajmagata hai.. apne chahne walon ko khush dekh kar chamakta hai, uski roshni baRh jati hai, aur apne chahne walon ko dukhi dekh kar uski roshni ghat'ti hai..
aisa maine 10 Muharram ko aik drame main suna tha. uss drame main ek pur-soz noha bhi tha, mujh per boht asar huwa us nohay ka

Phir log kehty hain k pagal log drama ya novel parh k roty hain :(