Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa
lagta kuch aisa hay k shair saab nay baqi ka hissa abhee tuk mukammal nahi keeta, so koyal bhee isee intezar main hain; secondly intezar tau sunna thaa aehmiyut barhaata hay :)
is trha ka intezar azeeyat deta hai :). aik bar to theek tha lakin her bar kuch shair , parhnay ka bhi maza nahi aa raha bilkul bhi ab.