wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

***maiN kahti thei raat k seenay pe maiN sar rakh k roti hooN*** ***wo bola haaN sunaa hai chaand peechli shab ko ro'aya hai*** ****** ***maiN kahti thei k dharkaN ka hai dil se faasla kitna*** ***wo kuch pal sooch k bola khuda aur aik dua jitna*** ****** ***maiN kahti thei lgaa'oO aur dua ka raabta kia hai*** ***wo bola bus wohi jo roo'hoN ka jismooN se naata hai*** ****** ***maiN kahti thei mera shah'hey mun ab keoN nahi milta*** ***wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa*** ****** ***maiN kahti thei teri aa'nakhIN bhla keoN kaanch jesi haiN*** ***wo bola is lee'ay jaa'Naa teray pahloo maiN jo utreeN*** ****** ***maiN kahti thei milaiN hum jab wohi qisa duhraa'oO*** ***wo aa'nkhiaN moond k bola bari lambi kahaNi hai*** ****** ***To be Continued:blush:*** ****** ****** ****** ****** ****** ******

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

Nice :k:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

very nice :k:

nice :k:

everything is to be continued

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

Good One Koyal..:k:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

nice!! :)

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

very nice :k:
waiting for the nest part :slight_smile:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

thanks ap kahaN chupay rahtey :slight_smile:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

thanks shabo :slight_smile:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

gud stuff:k:

:chai:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

maiN kahti thei lgaa’oO aur dua ka raabta kia hai
wo bola bus wohi jo roo’hoN ka jismooN se naata hai

maiN kahti thei mera shah’hey mun ab keoN nahi milta
wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

Umda Birdy Jee :bb: i like it

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

superb gazal, Koyal.

best,
Dushwari

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

Wah ji wah,

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

thansk yes it’s a long gazal :slight_smile:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

thanks 2000 :)

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

thanks dushi :)

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

thanks lonley :slight_smile:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

itna intezar ehmiyat kho deta hai, behter tha itnay din aik aik shair type kernay main guzar ker ap ikathi hi post ker deteeN.

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

thanks by

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

lagta kuch aisa hay k shair saab nay baqi ka hissa abhee tuk mukammal nahi keeta, so koyal bhee isee intezar main hain; secondly intezar tau sunna thaa aehmiyut barhaata hay :)