wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

very beautiful.. magar agar app mind na karo.
to koi mujhe is misra ka matlab samjha sakta hain?
plzz. i am a bit confused, is lie.. plz plz

maiN kahti thei teri aa'nakhIN bhla keoN kaanch jesi haiN
wo bola is lee'ay jaa'Naa teray pahloo maiN jo utreeN

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

is trha ka intezar azeeyat deta hai :). aik bar to theek tha lakin her bar kuch shair , parhnay ka bhi maza nahi aa raha bilkul bhi ab.

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

:chai:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

naak se nikalta hay k cup se uth-taa hay
ye dhuaan saa kahaan se uth-taa hay :cb:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

umda hai

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

bus b karo kitna tarpao gee wink

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

:)

ohhhhhh tu ap ko tarapna b ata hai :D
tarpna b hamiN aa'ta hia tarpana b ata hai
gham-e-dil ko in ankhooN se chalak jana be ata hai :)

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

Zalim choice hai app key…:slight_smile:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

zalim logo ki zalim choice ;)

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

:cb: par kaaki zulm barhaoo intezar tu na barhaoo; heeyaan ki awaam baqi 2 qistoon ka hintezar kartee paree; ye na ho zalim defaulter bhee kahlaein. :slight_smile:

Re: wo kahta tha k ab daRbaar dil ka jo nahi sajtaa

:halo:^

:blush: