widow women is better then divorced

Re: widow women is better then divorced

bilkul…maiN ne aisa to nahiiN kahaa k jo bewa yaa matlooqa se shaadii na kare vo buraa hai…maiN ne kahaa k ise achchhii nazar se Islam dekhtaa hai aur aisaa karne ke liye encourage kartaa hai jiskaa apnaa sawaab hai…magar, jo na kare vo yaqeenan koii buraa kaam nahiiN kar rahaa. Husn e sulook hai yeh to.