bewaaoN aur matlooqaaoN se shgaadii karne ko Islam achchhii nazar se dekhtaa hai aur Huzoor-e-Paak [saws] ne Khud bhii aisii shaadii kii...to, isko burii nazar yaa shak o shubhaat se dekhnaa ek intihaaii Ghalat baat hai jo Ghair iKhlaaqii bhii hai.

Han Magar Islam Mai apni pasand/marzi Ki shadi Ki bhi ijazat hai, tou agar kisi ko koi bewah ya divorced pasand nahi to hum usay bura nhi keh skate, yeh ghalat hoga ke Agar koI kisi ko sirf is bat Ki waja se reject Kare ke wo bewah ya divorced hia.

Liking divorcee and widow is another thing. The issue is our society makes life of such people miserable for so called useless perceptions
Han Magar Islam Mai apni pasand/marzi Ki shadi Ki bhi ijazat hai, tou agar kisi ko koi bewah ya divorced pasand nahi to hum usay bura nhi keh skate, yeh ghalat hoga ke Agar koI kisi ko sirf is bat Ki waja se reject Kare ke wo bewah ya divorced hia.
bilkul...maiN ne aisa to nahiiN kahaa k jo bewa yaa matlooqa se shaadii na kare vo buraa hai...maiN ne kahaa k ise achchhii nazar se Islam dekhtaa hai aur aisaa karne ke liye encourage kartaa hai jiskaa apnaa sawaab hai...magar, jo na kare vo yaqeenan koii buraa kaam nahiiN kar rahaa. Husn e sulook hai yeh to.
Maine bhi yeh Nahi kaha ke apne aesa kaha hai,
Sari baat Insan ke zarf Ki hai Wese,kuch log shadi kar bhi Len to sari Zindagi tanay degen ahsan jataye ge.
^ aaj kal log naiki Karne wale ko dariya Mai dalte hain.
isii liye to aaj hamaaraa samaaj tanazzulii kaa shikaar hai...jin qadroN ko apnaanaa chaahiye unheN Thukraate haiN aur jinheN Thukraanaa chaahiye use bhaag bhaag ke seene se lagaate haiN...ajeeb ulTii khopRii ke log haiN yeh!
^ yeh bat Zara PA forum Mai kahen.
vahaN to bas baat kaa patangaR bantaa hai aur baHs baraaye baHs hii hotii hai jiskaa ek sa'ii-e-laa_Haasil aur kaar-e-be_sood hai...hai na?
Wese is topic pe muje yad aya ke agar bewah ho ya divorced aur agar bache bhi involve hou to Kia step father se bacho ko baap Jesi shafqat milti hai?
bilkul milnii chaahiye. ab zameenii Haqaa'iq kia haiN yeh maiN Khud aazmaa kar dekhuuNgaa...kia koii aisii matlooqa yaa bewa nazar meN hai jiske ek darjan bachche hoN? *maiN Khud ko aazmaanaa chaahtaa huN! *:)

Acha masha Allah.
Lekin isko aazmiash na kahen kyu ke aazmaishen Bohot sakhat ho jaye to Banda haar Jata hai.

aazmaaish maiN ne kab kahaa? maiN ne kaha k aazmaa kar dekhtaa huN matlab 'TRY' kar ke dekhte haiN...kaun saa maiN serious huNgaa lol :D