Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
app UAE main hain app ka haq tha
haq main say aapko hissa dediya, hatam tai
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
app UAE main hain app ka haq tha
haq main say aapko hissa dediya, hatam tai
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
haq main say aapko hissa dediya, hatam tai
zuaaad ka kia saheeh talffuz hay ?
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
^ seriously, ab esa hoga?
sahi talaffuz likh kar ada nahi kiya ja sakta
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
^ kaisa ho ga ?
app ka kia tajerba hay arab logoon say kaysay suntay haine is lafz ko hamare terah ?
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
isn't it dhuaad?
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
^ kaisa ho ga ? app ka kia tajerba hay arab logoon say kaysay suntay haine is lafz ko hamare terah ?
mostly arabs daal aur zuaad ki adaigi main koi khas farak nahi kartay (agar lafz kay shuroo main ho), at least mujhay nahi lagta
hamaray haan albatta 3 talaffuz miltay hain, daal, zaal aur dono ka mixture
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
isn't it dhuaad?
asi said, sahi talaffuz likh kar ada nahi ho sakta, not at least in roman urdu.
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
isn't it dhuaad?
yeah right its better then zuaad
mostly arabs daal aur zuaad ki adaigi main koi khas farak nahi kartay (agar lafz kay shuroo main ho), at least mujhay nahi lagta
hamaray haan albatta 3 talaffuz miltay hain, daal, zaal aur dono ka mixture
asal aytbaar to un ka hay na quran ki tilawat main
Re: Why 'Xaenab' and not 'Zainab'?
yeah right its better then zuaad
asal aytbaar to un ka hay na quran ki tilawat main
suna hay k Misri (Egyptians) sab say behtar adaegi kay sath Quran ki tilawat kartay hain. agar ye sahi hay to unki dh/zuaad ki pronounciation main "z" ki awaz ghalib nahi hoti.