Re: Why there are lot of extra Alphabets in Urdu
app ko zaroorat nahi hai to app nikal dain or aainda in tamaam alfaaz ko ikharf say likhaain
agar app jaisa duniya main koi or daanishmand ho ga to woh app ko tamgha day day ga ..
kub say ik baat samjha rahay hain sub app ko
k yeh alfaz jo app bar bar rewind ker rahay hain yeh dosre zubanooN say musta’ar ley gaye hain un main isee terah say yeh huroof hain
zaalim or zaaiqa to quraan main bhi mojood hain
yeh intyahee bad tehzeebe hay k dosree zabaan say alfaaz lay ker un ki shakal bigaar dain
lakin app ker dain kio k app ki aqal main yeh baat nahi atee