Re: Why High gas prices worry us
kis kambakhat marey ki bad dua lag gayee amreeka ko :no:
Allah Gharat karey aisey Na hanjaar logon ko …
Dekha nahi gaya hoga ke Amreeka main log kitna sasta Eindhan istemal kartey hain
Zaroor kisi kaali nazar waley ne nazar laga di hogi