Actually I do.
As for the tanqeed business, maine pehle bhi kaha mai koyi farishta nahi hoon aur na hi mai koyi peghambar hoon jo alah ne mujhe bheja hai zameen par aurtoon ko bachane ke lye. mera kaam tha ek issue ko agey lana aur thread kholna jo maine kardeya. wasie bhi sehrysh sahiba, yeh ek online forum hai, aur yahan pe tu koyi bhi cheez count nahi hoti na? don’t take it to the heart luv.
mujhe apni khamiyan pata hai, aur tumhe tumhari. i’ll take care of mine, and u can take care of urs.