Why are ladies

Re: Why are ladies

G men are so sada,kon na mar jaaye is sadgi par.baat asal mein yeh hai kay aik Bata ki chappal aur Service kay jogger ham ladies kay neelay peelay dresses kay sath nehi chal saktay.:rolleyes:

aap bhi zeda bura na manaye ga,sirf aik sawal ka jawab diya hai.:frowning: