shararti bachi

main bhi kitna reham dil hon 
aray.. yeh kya baat hoee… mujhay tang naa karo naa
soch loo 
system
323
haan aur ager mera mood kharab ho jata phir acha nahi hota 
iss ka mutlub hai k aap waqaii main maskey lagatey hain 
buss waisey hi :halo:
system
324
nahi mein tou masoom hoon :halo:
ahem, haan shayed 
hehe, kerney dein na.. aap bhi tou kertay hain 
haan sahi kaha .. lakin abhi to theek hai hai 
nahin ab aisi bhi baat nahi hai 
waisay he
yeh kya baat hoee 
masoom… aaj phir say aik soch kar jawab doon gaa 
yaqeenun 
haan kar loo tang 
system
327
haan abhi theek hai..
acha maan laiti hoon 
areyy aap bhi tou tang ker rahey thay na frankie k saath mil ker, iss liye 
waisey frankie kahan bhaag gaya? 
system
329
soch lain, lakin zaroori nahi k aaj bhi jawab sahee ho 
hehe, acha ager aap kehtay hain tou yaqeenun :halo:
acha 
good :k:
haha
frankie or main aaj subha plan banaya thaa yeh wala 
namaz parhnay gya tha 
ummmmm.. ho bhi sakta hai.. tum sachi mai bohat masoom ho 
wah bohat baat maatni ho 

system
332
mutlub pehlay se ye plan banaya hova tha
bhat shararti hain aap 
oh acha sahi sahi :k:
system
333
hehe, acha
aap ne soch ker bataya hai na? 
jub mood acha hota hai tab maanti hoon..
ager kabhi baat na maani tou samajh laina k mood sahee nahi 
hari hari hari hari hari kabhikabhi kahin kahin chori chori:rotato:
haan pehlay say plan thaa 
wo anay wala hai ab 
haan .. soch liya 
haan theek hai.. samajh jaoon gaa maharani sahiba
or main koshish karoon gaa kay app ka mood acha rahay ..
waisay main chalta hon
one hr main aata hon
jaana.. hai islamic center.. or phir library ..
okay Allahhafiz
system
338
maharani sahiba
humm iss main kya shuk hai 
okay,
Allah hafizz 
nahi aj main bethnay nahi aya:snooty:
basmain ja raha hoon wo online nahi ai us hi ko dkhnay aya tha 
phir connect keroon ga 10 min baad 
system
340
nakhrey tou dekho nawab saab k 
tou 10 min main kya hota hai, yaheen raho na 