han bulkay humara khayal to yeh hai ke husn to shoro or khatam hi us per hota hai
baqi larkiyaan to dekhnay ka dil hi nahikerta;)
system
302
shobii k paas nahi hai pic 
janwer bahi 
mere green eyes wali 
wo 420 insaan hai..
mere to sirf jheel see eyes wali hai yar 
main sahi tarha kaisay bataoon?? dar lagta hai 
hamesha mujh par he zulum karna tum 
system
304
‘hamara khayal’
ahem ahem, tou ye baat hai 
shobii- pole tou aaj khul ker rahey gey 
hain acha
ager wo keh raha hai or tum ko keh raha hai ke us kay pas nahi hai to tum ko yaqeen kerlena chahiye 
kuch bhi naa kahoo.. shhhhhhhh… 
chalo .. maaf kiya..

system
307
haan na, uss ney apni tou kaha hai 
acha maskey na lagaien 
haan bailan jo parey gey, jub hi dar lagg raha hai :hehe"
tou aur kiss per keroon? :halo:
shobi to bohat shareef hai..
hamesha jheel see eyes wali kay baray nain batain karta hai 
nahinnnnnnnnnnnnnnnnn
aisa nahin ho sakta 
system
310
jee nahi, mujhey such bataoo 
system
311
hey kehney dou na 
bohat bara ehsaan hai aap ka, hum hamesha yaad rakhien gey :rotato:
yaar abhi time nahi kal ana 
wo mere nahin.. us ke hai.. kitni dafa bataoon. wo sirf tang kar raha hai 
maskey to lagaoon gaa.. kar lo jo karna hai 
haan .. dar to lagta hai 
yeh frankie ko bailan maro 
system
314
iss main kya shuk hai :rotato:
humm ab jhoot na bolo 
aur mujhey abhi bataoo 
acha.. kya kehna chahti hoo 
ehsaan ke baat nahin.. yeh to hamara farz thaa :halo:
vivo: Frankie bhai.. bilkul such bol rahay hain.. un par yaqeen kar loo
zindagi main pehlay dafa such bola hai 
system
317
acha, phir theek hai
mein ne kya kerna hai 

haan uss ko bhi maroon gi lakin aap ko zayada :halo:
chalo maan to liya.. warna bilah wajah tumhara mood kharab ho jata is green eyes wali ke wajah say.. 
haan kuch naa karoo.. mujhay muskay laganay diya karoo 
lakin main nay kiya kya hai ?? 
system
320
acha.. lakin mujhey yaqeen nahi aa raha
sochon gi yaqeen kerney k barey main :rotato:
BRB