:rotato:
^ kiya hova? :rotato:
wapas aa gaya mai!! :p
acha, mein samjhi k aap ka bhoot hai ye :p
jee nahin.. main real wala hoon.. :halo: or bore to nahin ho rahi theen.. when i wasn’t here!! ![]()
hmm, haan ho rahi thee :halo:
awwwwwwwwww.. chalo ab to main aa gaya hoon.. batain kar loo..
waisay aik baat pochoon???
haan woh tou keroon gi hi ![]()
jee pochien..
to phir start karoo.. ![]()
pm main pooch laita hon..
aap start kerian ![]()
okay lakin juldi ![]()
nooowww nahin.. tum kalooo na is-tart aaj?? plggggg.. ![]()
kar diya ![]()
nahi na, aap kalien na plgggggg :halo:
yaheen jawab dey don?
awchaa.. gulya.. main yaheen ishtart kar deta hoon.. tum bhi taaa yaat talo dee ![]()
waitay pakit-tan danay ke iladah tabh hai.. hai bhi tay nahin?? ![]()
haan day do!! ![]()
nahi nahi mein ye yaat lakhoon dee hamesa ![]()
yaaaalll, late ho gaya hai, may b september main..
mujhey nahi maloom abhi ![]()
jawab ye hai k mujhey bura laga tha, lakin mein ne serious nahi liyaa… kiyon k mera ye hi khayal hai k woh mazak ker rahi thee ![]()
mujhay yaad rakhnay ka tukhliya ![]()
oh.. acha… jab maloom chalay to pata daina ..acha ![]()
waisay itni dair kyon lag rahi hai… ???
thanks yar.. tum nay sahi sumjhaa.. wo mazak he kar rahi thee.. mian to dar gaya thaa kay tum ghalat na sumajh jaoo.. lakin aisa nahin hoaa.. shukar hai ![]()
![]()
haan bata doon gi, aur deir nahi ho rahi.. admissions abhi nahi ho rahey hain.. abhi tou result bhi nahi aaya, result k baad shuru hoon gey, tou abhi se janey ka faida nahi..
haan na, mujhey maloom hai.. ![]()
waisey ager mein ghalat samjh laiti phir kya hota? :halo:
oh.. yar.. tumharay to bohat mazaay hain vivo..
inti chutiyaan ![]()
ghar main baythay baithay.. moti ho jaoo gee ![]()
mujhay bhi maloom hai ![]()
agar tum bura maan jaati to main tumhain mananay ke koshish karta or hopefully tum maan jaateen agar tum ko mujh main trust hota.. ![]()
kya khaak mazey hain.. mein tou itna bore hoti hoon
waisey mujhey tayari bhi kerni hai entry test ki, aur abhi tuk mein ne shuru bhi nahi ki
![]()
hummm, lakin ye bhi tou ho sakta tha k mujhey manatey manatey aap naraz ho jaatey aur phir mujhey aap ko manana parta ![]()
to phir kab shuru karoo gee..
kal say study shuru .. okay ![]()
hmmm… yeh bhi ho sakta hai.. lakin main naraz to nahin hota .. haan lakin dukh bohat hota .. jab tum mujh par trust naa karteen.. ![]()
![]()