Araab araz hai :halo:
adaab adaab :rotato:
kaisi hain app?
shobi aap ki green eyes kesi hain ??;)
abay yahan par kyon bol diya.. vivo parh lay ge to bohat masla ho gaa.. chal edit karo.. yar.. marwaoo gay kyon.. waisay wo achi hai ![]()
oh acha edit yaar wo edit nahi ho pa ra pata nahi save changes nahi ho rahi:bummer:
kuch kar yar.. warna masla ho gayee ga ![]()
vivo .. ![]()
hai hai green eeyes wali larki hai
shobi nay dekhi hai
mein theek hoon, aap kaisey hain?
Frankie- ![]()
Allah ka shukar hai..
or kya ho raha hai.. aaj HH nay janay main phir dair kar dee.. 1 n half hr … bore kiya hai ![]()
![]()
tum hamarii baatien parhtey ho?
sharam tou nahi aate na ![]()
aur mujhey maloom hai k aisi larki nahi hai..
shobii- yaar ye computer bohat tang ker raha hai ![]()
abay marwaye gaa yar .. aisa mut kar.. vivo bailan barsa day gee. mut kar yar ![]()
kuch khaas nahi..
hehe, ab mein kya keh sakti hoon
maloom tou hai na k uss ko uthana kitna mushkil hai ![]()
kuch naa kaho.. kuch bhi naa kahoo ![]()
mujhay lagta hai.. us ko asli main ganja karna parhay gaaa ![]()
Frankie.. yar.. HH ke tind karni hai..koi trick bata na bhai ![]()
shobi vivo ko pic dekha de yaar bohat sir kha rahi hai ![]()
frankie kehta hai k aap ki green eyes wali aur aap kehtay hain uss ki green eyes wali
aik dafa sahee se bata kiyon nahi daitey ![]()
aur bailan tou aap per barsaaon gi, uss per nahi ![]()
<=0- for bye
kya kehna hai, kiya sunna hai :rotato:
arey nahi, maaf ker dou ussey..
bachi hai :halo:
frankie- tum apni tind ker lo ![]()
ooay Frankie.. itnay saray pole mut khol baita.. dosti kya khayal to rakh lay yar.. tere Wat lagwa doon gaa ![]()
bhai kon ke pic.. kiski pic.. ![]()