Who's ur FAV guppan/s!!

mutlub hamara answer ghalat hai…

phir

dania ?? :ahaa:

mere mutlub tha kay mujhay sochna parhay gaa kay tum achi ho kay nahin :mocking:

dekh laina

lakin us nay jo pic dekhayee hai.. wo bhi mazak hai kya.. nahin nahin baychara serious hai.. .or mujh say bilkul he serious ho gaaa.. :hula: hum donon aik he jaisay jo hain :hehe:

nain mian Allah ka shukar hai.. Pagal nahin hon..main deewana ho chuka hai.. :hehe:

aik to tareef karoo.. to koi appreciate he nahin karta :snooty:

u r welcome.. haan purana song to hai.. lakin bohat acha hai .. esp for guys.. :hula:

dania mut bolo.. warna.. abhi confused gadha aa gaye naa to phir jawab dena us ko :hehe:

hummm, sochien phir.. aur jub soch lain tou bata deina :snooty:

uss ne waqaii main pic dikhaaii hai (eek) yaar phir tou serious lagta hai woh :bummer: haan woh beywakoof hai aur aap bhi :halo: aik jaisey jo hain :hehe:

hehe, shuker hai :stuck_out_tongue:

appreciate tou uss waqt kerian jub suchey dil se tareef kerian.. :snooty: abhi tou aap maskey laga rahey thay :hehe:

oh haan :smack: mein ye jawab wapas laiti hoon :hehe:

i like...

EVERY1... ehhe

haan soch liya.. lakin baad main bataoon gaa :blush:

haan hazaar dafa.. DP par :smiley:
han yar serious hai wo.. bohat mazay karta thaa naa.. ab us ko mazaay agaye :hehe: ishe liye main nay to bus aik he chun lee.. sub say alag .. sub say juda.. :mocking:
han hum donon baywaqoof hai or tum?? :halo:

acha naa hamesha to tareef karta hon.. or tareef sunnay kay liye main app ko PM sa contact karoon gaa mohtarma.. lakin ap bata to dain naa :mocking:

[QUOTE]
*Originally posted by NiMMi: *
i like...

EVERY1... ehhe
[/QUOTE]

thanks for ur response!!
have a good day :D

good..

tum NIMMI bol doo.. us ko koi problem nahin ho gee.. abhi single hai :rotfl:

nahi ye abhi bataoo :smash:

hazaar dafa :eek: itni dafa dekhney ki kya zarooratt hee? :expressionless:

hehe, iss maamley main aap ne aqalmandi ki hai :hehe:

mein aap donoo se kum hi beywakoof hoon :halo:

acha naa bata don gi :smiley:

lol, mein nahi bol rahi.. aap khud bol dein..

shobii- ab signature change ker lo,, mujhey ye shair nahi pasand.. :D

tum suchi main bohat achi hoo.. :hug: ab baqi baad main :smiley:

yar wo dp par hoti thee :smack2: or mujhay koi shoq nahin kishi ko dekhany ka tumhary siwa .. ahem ahem :smiley:

jee main aqalmund to bohat hoon :blush: thankoo

tum beywakoof to nahin ho.. lakin thori see “PAIDAL” ho :hehe:

abhi ishe waqt batao??

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *

lol, mein nahi bol rahi.. aap khud bol dein..
[/QUOTE]

nahin .. wo khud he dekh lay gee :D

signature achi to hai.. kya kharabi hai us main :D

theek hai.. :hehe:

oh acha.. :smack:
ahem ahem, buss kero :bailan:

u r welcome.. iss mamley main aap waqaii aqalmand hain :smiley:

chalo, piadal hi sahi :hehe:

yahan per nahi bata sakti naa :bummer:

tou aap bol dein na, waisey bhi meri uss se baat nahi hoti..

shair main kharabi hai, kiyon k ye ghalat hai bilkul :snooty:

:blush:

daant khayee to phir bolo “oh acha” :rotfl:
kitni shareef bun jati ho tum :hehe:
bus kar diya :o

han Allah ka shukar hai :flower1:

pehlay yeh bataoo.. kay paidal kay meanings bhi pata hain kay aisay he hasi jaa rahi ho :hehe:

yar .. tum yeh nahin bata sakteen kay tum mujhay kyon nahin choro gee :halo:

nahi choro.. yar.. :nook: :silly:

aray kya kharabi hai.. :eek: chalo tum theek kar doo na.. phir change kar doon gaa :hug:

kiyon k mein hoon hi shareef aur masoom :snooty: iss main koi shuk nahi :blush:

jee maloom hai, mein ne aap se zayada achi aqal paaye hai :hehe:

buss nahi bata sakti naa :halo: