system
July 14, 2004, 6:53pm
241
*Originally posted by shoaib akhter: *
nahi choro.. yar.. :noo k: :sil ly:
aray kya kharabi hai.. :e ek: chalo tum theek kar doo na.. phir change kar doon gaa :hu g:
abye kiss khushie main?
mein nahi theek ker sakti naa, aap change ker dou
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
kiyo n k mein hoon hi shareef aur masoom :snoo ty: iss main koi shuk nahi :bl ush:
jee maloom hai, mein ne aap se zayada achi aqal paaye hai :he he:
buss nahi bata sakti naa :hal o:
shareef aur masoom.. ummmmmmmmmmm
mujhay phir say sochna parhay gaa
tumhain to pata nahin mere aqal-e-azeem ka.. bohat upar tak jaati hai lakin abhi use main nahin hai.. bata chuka hon ap ko
aray.. yeh kya baat hoe.. wah bhi :halo:
system
July 14, 2004, 7:01pm
244
*Originally posted by shoaib akhter: *
shareef aur masoom.. ummmmmmmmmmm
mujhay phir say sochna parhay gaa :he he:
tumhain to pata nahin mere aqal-e-azeem ka.. bohat upar tak jaati hai :smoo th: lakin abhi use main nahin hai.. bata chuka hon ap ko :sill y:
aray.. yeh kya baat hoe.. wah bhi :hal o:
hehe, soch lo.. koi baat nahi :halo:
haan shayed lakin ye na ho k jub aap use kerney lagey tou expire ho chuki ho
buss hovi hai baat.. ab mein kya keh sakti hoon :halo:
system
July 14, 2004, 7:02pm
245
*Originally posted by shoaib akhter: *
kishi khushi main nain :heh e:
tumhain bohat match karti hai wo : D
acha change karta hon.. :h ug: bus khush ho jaoo :kiss :
huh, mujhey ye smilie bilkul nahi pasand aur jub aap use kertay hain, uss waqt aur burii lagti hai
thankss…
sorry yar.. aik kaam parh gaya thaa ..
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
hehe, soch lo.. koi baat nahi :ha lo:
haan shayed :he he: lakin ye na ho k jub aap use kerney lagey tou expire ho chuki ho : D
buss hovi hai baat.. ab mein kya keh sakti hoon :ha lo:
soch raha hono time do
yaqeenun bolo.. ooay
haan jab main expire hon gaa to aqal bhi expire ho jayee gaa.. kya sumjheen.
tumhara kuch nain banay gaa
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
huh, mujhey ye smilie bilkul nahi pasand aur jub aap use kertay hain, uss waqt aur burii lagti hai :noo k:
thankss… :flowe r1:
hahahah bohat masoom ho tum. .. seriuously
anything for u
system
July 14, 2004, 7:17pm
251
*Originally posted by shoaib akhter: *
soch raha hono :aha a: time do : D
yaqeenun bolo.. ooay :mock ing:
haan jab main expire hon gaa to aqal bhi expire ho jayee gaa.. kya sumjheen. :sm ooth:
tumhara kuch nain banay gaa :no no1: :he he:
ley lain jitna marzi time.. por ijazhat hai
haan wohi wohi, yaqeenun :halo:
samajh gaye
shayed kuch bann jaaye.. umeed pe duniya qaiem hai
system
July 14, 2004, 7:19pm
252
wo kaisey? ab ye bhi bataien..
waisey iss main hunsney ki koi baat nahi thee..
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
ley lain jitna marzi time.. por ijazhat hai :he he:
haan wohi wohi, yaqeenun :ha lo:
samajh gaye :bum mer:
shayed kuch bann jaaye.. umeed pe duniya qaiem hai : D
app ke intezaar khatum hoaa main nay yeh socha hay kay tum masoom nahin ho
:french:
kya sumjheen.. aqalmund
haan main bhi Allah say dua karta hon kay tumhara kuch ban jayee… khushi hogee… chanda doon gaa sub ko
system
July 14, 2004, 7:24pm
255
*Originally posted by shoaib akhter: *
app ke intezaar khatum hoaa :ah aa: main nay yeh socha hay kay tum masoom nahin ho :mock ing:
:fr ench:
kya sumjheen.. aqalmund :he he:
haan main bhi Allah say dua karta hon kay tumhara kuch ban jayee… khushi hogee… chanda doon gaa sub ko : D
hehe, zaroori tou nahi k jo aap sochien woh sahee hi ho
jo aap samjha rahey thay, wohi samjhi naa
ab mein aisi bhi gaye guzri nahi k merey kuch banney per chanda diya jaaye
system
July 14, 2004, 7:26pm
256
*Originally posted by shoaib akhter: *
bus yar..aisay he hunsi aa gayee.. jis tarha tum nay bola thaa.. ishe liye :heh e:
ishe liye to hamesha bolta hon sub say alag or sub say judah or main nain bata raha : p
or is main blush honay wali kon see baat thee :sno oty :
haan ho sakta hai k uss main hunsney ki koi baat ho
chalein thek ha na batein, mein khud hi samjhney ki kosish keroon gi
ho sakta ho k na ho, lakin nuqsan kya hova blush honey se? :halo:
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
hehe, zaroori tou nahi k jo aap sochien woh sahee hi ho :he he:
jo aap samjha rahey thay, wohi samjhi naa :bu mmer:
:sm ack: ab mein aisi bhi gaye guzri nahi k merey kuch banney per chanda diya jaaye :bu mmer:
haan .. lakin main to apni raaain day raha thaa..
oh bohat achi baat hai
awwwwwwwww.. tum special ho naa.. ishe liye bol raha thaa.. lakin sirf mazaak kiya thaa
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
haan ho sakta hai k uss main hunsney ki koi baat ho
chalein thek ha na batein, mein khud hi samjhney ki kosish keroon gi
ho sakta ho k na ho, lakin nuqsan kya hova blush honey se? :halo:
wohi to.. the way u said was funny
han plz khud samajh loo..
koi nuqsan nain hai
system
July 14, 2004, 7:31pm
260
*Originally posted by shoaib akhter: *
haan .. lakin main to apni raaain day raha thaa.. :a haa: : D
oh bohat achi baat hai : D
awwwwwwwww.. tum special ho naa.. ishe liye bol raha thaa.. lakin sirf mazaak kiya thaa :h ug:
haan raaye deiney ki ijazhat hai.. jo marzi dou
:halo:
hehe, oh acha.. phir theek hai