Who's ur FAV guppan/s!!

shahid ho ya shayad.. aik he baat ha :smiley:

app ko bholnay ke bohat bari beemari hai :snooty:

nahin kiya.. naa.. main nay aisa thori bola thaa.. main nay to apnay baray main bola thaa.. nain nain.. main to karoon gaa.. tum rook loo mujh ko miz vivo :mocking:

green eyes wali say baat kar loon mian ?? :smiley:

main dosri site par subha aaya thaa :mad: phir say dukh hoaa kay.. mana kiya thaaa tabh bhi tum wahan chali gayeen.. lakin koi baat nahin.. ab main nahin boloon gaa..

or main nahin aa raha us site par :snooty:

jee nahi alag alag baat hai :rotato:

nahi hai :snooty:

ager flirt kya na phir baat nahi kerna kabhi mujh se.. aur uss green eyes wali se kertay rehna..

yaar, woh mein subah gaye thee… aur email baad main ki thee.. ab bola hai na k nahi keron gi kisi se baat.. suchi main..

na aao, waisey mein hoon wahan per, lakin aur koi nahi hai :smiley:

jee nain same hai :wink:

jee hai

acha naa.. nahin kar raha kishi say bhi flirt :halo: tum say to kar sakta hon naa :mocking: or green eyes wali :love: haye ALlah :smiley:

haan haan thek hai..

mohtarma nay bola thaaa kay main nahin jaoon gee wahan par.. phir bhi chali gayeen.. or kon kon see site par hoti hoo :snooty: zara site dena mujhay :smiley:
nahin main yaheen sahi hoon.. wahan par nahin aa raha… falto garbage website hai.. lakin tum baatain karoo… bohat shoq hai naa

woh kaisey? :halo:

jee nahi hai, mein mazak ker rahi thee, mujhey maloom hai aap ka haal bohat acha hai.. mujhse bhi acha :snooty:

suno, ab ager bola na green eyes wali tou mein ne bohat bura kerna hai :hoonh: lagta hai bohat pasand hai..

suno, mein ne kaha na k subah gaye thee.. aur ab nahi jaaon gi.. :teary1: aur mein aur kisi site per nahi jaati.. buss ye hi aik hai..

hehe, lagta hai bohat ghussa aa raha hai.. acha naa, mein keh rahi hoon na ab nahi jaaon gi.. suchi main..

aisay he bol raha hon.. woh kaisay ke bachi :smiley:

main bhi to tang kar raha thaa tum ko .. serious ho kar :mocking:

acha jee maafi day doo.. nahin bol raha green eyes wali.. wo to main nay or dracko nay soocha thaa tum ko tang karian gay .. lakin wo pata nahin kyon chala gaya.. or yeh green eyes wali koi nahin hai.. bus aisay he tang karta hon :smiley: chalo mood theek karoo :kiss:

acha… maan lee tumhari baat.. :hug: Allah tumko amal karnay ke taufiq day .. ameen

:smiley:

:smack::hehe:

shuker hai sirf tang ker rahey thay, :frowning:

ley lain maafi :halo:
mein keh rahi thee na k mujhey beywakoof bana rahey hain, ye green eyes wali koi nahi hai.. aur iss dracko ko mein choroon gi nahi :smash: aur aap ko tou waisey hi nahi chorna :snooty::stuck_out_tongue:

mera mood theek hai ab,

Aameen :hehe:

:mudhosh:

or kar bhi kya sakta hon.. sirf tang or wo :blush:
maafi ko araam say pakaray wala icon** :smiley:

nahin nahin bewakoof nain banaya.. green eyes wali hai hai .. lakin dracko ke hai wo :mocking: har waqt 24 hrs us ke batian kar hai :smiley: ishe liye.. . haan theek hai.. dracko ko nahin chorna..lakin mujhay kya karoo gee tum .. KUCH BHI NAHIN :hula:

sum-Ameen :halo:

wo kiya? :smiley:

hehe, ab sambhaal ker rakhna maafi ko :halo:

jee nhai, mein khud uss se poch loon gi.. aisi koi larki nahi hai :snooty:

dracko ko mein chor sakti hoon, aap ko nahi :hehe:

:smiley:

wo bad main batoon gaa :smiley:

haan apni pocket main rakh lee hai :hehe:

aray hai yar :stuck_out_tongue: chalo pooch laina mujh par yaqeen naa karo tum :snooty:

kya mutlub us ko chor dee or mujhay nahin :eek: yar aisa zulm naa karoo.. mujh par :smiley:
plz aik dafa chor do…

BRB

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

wo bad main batoon gaa : D

haan apni pocket main rakh lee hai :he he:

aray hai yar :p chalo pooch laina mujh par yaqeen naa karo tum : snooty:

kya mutlub us ko chor dee or mujhay nahin :ee k: yar aisa zulm naa karoo.. mujh par : D
plz aik dafa chor do...
[/QUOTE]

chalien theek hai.. :D

hehe, kahin bhi rakhein lakin sambhal k :p

aap per bhi ker rahi hoon na yaqeen, lakin uss se bhi pochon gi :D

kiyon?

BRB

wah aik dafa main maan gayeen :hula:

sambhal nahin sakta main.. kho doon gaa :smiley:

chalo yeh theek hai.. pooch laina main .. DRACKO ko bol doon gaa :hehe:

chor naa naa.. :expressionless: waisay karo gee kya :silly:

achi larki hoon na jub hi :halo:

acha, phir dobara nahi mili gi :stuck_out_tongue:

nahi uss ko nahi batana.. :smash:

buss ye kiyon bataon :stuck_out_tongue:

achi larki .. ummmmmmm. sochna paray gaa :ahaa:

mil jaye gaa.. main bol raha hon naa :hehe:

acha nahin bata raha .. tum poochna us say kay green eyes wali kon hai.. to bata day gaa kay wo qudsia hai.. or kon hon gee!! or pagal hogaya hai.. :hehe: jaisa main thaa .. kuch months pehlay :wink:

bataoo naa.. :blush: bohat achi .. pyali.. see.. cute.. see gurya ho na tum.. chalo batoo.. :smiley:

vivo wo song suna tum nay .. the one i upload for u yesterday.. >?>?>>>> han han han??

kya sochna parey ga? :smack: baat tou puri kiya kerian..

acha, dekhtey hain :smiley:

haan na, dekhti hoon k kya bataye ga.. waisey woh mazak hi ker rahah hai.. aap likh lain iss baat ko.. :hehe:

mutlub aap ab nahi hain pagal? :expressionless:

maskey na lagaien mujhey :snooty: mein nahi bata rahi :mocking:

haan suna tha.. pehlay bhi sunn chuki hoon.. :smiley:

bohat acha tha, thanks :blush:

my Fav guppy is non other then - - - - - < --- fill in the blanks :)

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
my Fav guppy is non other then - - - - - < --- fill in the blanks :)
[/QUOTE]

sheen ?!?!

ummmmmmmmm… Sheen :ahaa:

hmmmmmmmmmmmmmmm

again hmmmmmmmmmmmmmmmmmm

then again hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm

:p