:halo:
yeh yehan kya horaha hia :rotato:
:halo:
yeh yehan kya horaha hia :rotato:
kya ho raha hai pp007… or kahaan theen tum ![]()
yeahi thin yar… tum sunao… kin chakaroan main ho tum ![]()
aur yeah i still have to reply to ur pm.. sowieee.. mere palay bhai ho na.. kardaongi jaldi ![]()
Meri GS Par Har Woh Gappan FAV Hai Jo Mujhey BeWaQooF Samajhti Hai
![]()
Mohammad Bin Qasim :k:
thin ![]()
tum thin ho gayeen ![]()
![]()
kon say chakkar yar.. koi chakkar nahin hai.. jo bhi hai tumharay samnay hai …
okay.. saal kay under under he kar daina
acha ![]()
koi hai? :rotato:
Mei hoon naa ![]()
main nahin hoon..
kishi ko Ghari ke bohat zarrorat hai.. time dekhnay kay liye.. agar nahin hai.. to main laa daita hoon.. hadh hai iman say… ![]()
acha phir aap ka bhoot hai? :halo:
hadh nahi hai, class thee meri.. abhi abhi aaye hoon ![]()
haan bhoot bahi sahab aaj hain.. kyon bhoot achay nahin lagtay ![]()
oh class thee.. lakin aaj to wednesday hain naa
tum nay to kaha thaa SAT, SUN, n TUESDAY class hai.. ![]()
nahi, mujhey nahi achey lagtey bhoot :hlao: aap ko pasand hain? ![]()
haan, lakin ab sunday, tuesday aur wednesday ko hoti hai..
haan tumhara bhoot pasand hai ![]()
oh.. to schedule change ho gaya.. to bata to deteen.. subha 8:00 say wait kar raha hoon. .pagaloo ke tarha ![]()
![]()
theek hai, ab merey bhoot se hi baatien kya kerna.. mujh se nahi ![]()
mujhey khud kal pata laga tha, aur mujhey batana yaad hi nahi raha.. ![]()
aap ye samajh rahey hoon gey k HH nahi jaa rahi… hai na? ![]()
nahin nahin.. tum ho to bhoot ke koi zarrorat nahin ![]()
oh.. acha… chalo koi baat nain
haan main sumjha kay wo GANJI jaa nahin rahi ![]()
or kaisi ho ..
email mil gayee hai :blsuH:
hehe, achi tarah soch liya hai na? :halo:
haan woh aa ker jana bhool jati hai ![]()
mein theek, aap sunaaien..
acha, kaisa laga parh ker? ![]()
haan shayad soch liye.. ![]()
haan PATAR PATAR ..lagi rekhti hai ![]()
main bhi waisa hoon jaisa tum nay kal chora thaa ![]()
parh kar bohat acha laga.. lakin dekhtay hain.. app us par amal bhi karti hain kay nahin..
agar nahin kiya naa to phir ![]()
status offline kyon hai
shayed ki baat nahi kerain, sahee se bataien na ![]()
mein ne kaisa chora tha, yaad kerney dein :halo:![]()
keroon gi.. lakin ager nahi kiya tou phirrr…??? ![]()
subah kiya tha, online kerna bhool gaye ![]()
shayad ke baat kar raha hon.. SHAHID ke nahin ..
acha theek hai.. soch liye.. achi tarha. ![]()
yaad karoo.. ![]()
nahin kiya to phir main bhi sub guppans kay saath flirt karoon gaa
phir tum khush hona ![]()
chalo shabash online karo
tou mein ne kub kaha k aap SHAHID ki baat ker rahey hain… ![]()
chalo theek hai.. :k:
hmmmm, nahi yaad aa raha :halo:
aywein main
mein ne kabhi kisi larkey k saath flirt kya hai?
khabardaar aisa socha bhi, nahi tou acha nahi hoga mr shobii ![]()
kerti hoon..
waisey dosri site per hain aap abhi? ![]()