Re: Who, who and who…
I need dua Bcoz…
Dil say joo baat Nikalti hay asar rakhtii hay
Par naheen taaqat e parwaaz magar rakhti hay
Aadaab
Re: Who, who and who…
I need dua Bcoz…
Dil say joo baat Nikalti hay asar rakhtii hay
Par naheen taaqat e parwaaz magar rakhti hay
Aadaab
Re: Who, who and who…
^aap ko duaon kee naheen dawaon kee zaroorat hay
woh bhee mental illness walee ![]()
Re: Who, who and who....
^ agar aap doctor hoon tou mujhay patient bannay main koi aitraaz naheen ;)
Re: Who, who and who....
^^ aap ko mental patient ban'nay main aitraz kaisay ho hee skata hay
aap hain hee mental patient
:p
Re: Who, who and who…
^ achcha ab ilaaj shoro karo ![]()
Re: Who, who and who…
Subah howi nahi k tum donoo ki larai shuru ![]()
Re: Who, who and who…
Kon? aap? ![]()
Re: Who, who and who....
konsi wedding?
kahan ki wedding?
kis ki wedding?
Koi dost ki baat kar rahay ho ya apni?
Re: Who, who and who…
haey mera bacha!!
:dast-e-shafqat sar pe rakhnay wala icon:
Re: Who, who and who…
yeh lain pehlee goli
subha dopehar sham teen teen khani hain
![]()
Re: Who, who and who…
aap ko bheelarna hay kiya subha subha ![]()
![]()
Re: Who, who and who…
Aray apni aisi qismat kahan kah wisaal e yaar hota .. koidost ki wedding arrangements main busy tha na ..btw buhat maza aaya ![]()
Re: Who, who and who…
BB shubha nashtay mai kia khaya tha:hoonh:
Re: Who, who and who…
^^ Kawway ![]()
subah ho gaee mamooooooooooo
+ ![]()
Re: Who, who and who…
ha abb jaldi say momani ko bula ker aajaoo nashta kerna hai:)
Re: Who, who and who....
Mumani ka naam na laina
Re: Who, who and who…
Abhi mumani so rahi hay ![]()
Sadaf… Parday main rahnay do parda na uthao ![]()
Re: Who, who and who....
Sadaf........... Parday main rahnay do parda na uthao ;)
kion ji itnay pardadaar khatoon hain kia?
PS: khala na kehnay ka shukriya :D
Re: Who, who and who…
woh itni pardadar hay kah us nay Dukhi ko mazeed dukhi kar diya hay ![]()
khalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
Re: Who, who and who....
Sadaffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffff