Re: Who, who and who....
Haan Haan bass aap logon ko hi sab miss kartay hain na, aur zulam to daikho naam bi MISS rakha hay :-( yeh nai k MR rakh laitay, phir main bi proudly kehta kay 'who who nay I ko Mr. Kiaa?' :$
welcome back dear and welcome back to Sajal Bajan as well, abb mazaa ayaga na :-p
fghd
April 24, 2006, 12:34am
22
Re: Who, who and who…
sadaf auntyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
where did u go
Re: Who, who and who....
sadaffffffffffff jiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
welcome back,,,
lekin apne,,,, mujhey fon kiu nahi kiaaaaaaaaaaaaa
Re: Who, who and who....
Sadaf ! tmhari yaad , motiye ke pholoon ki mehek ki tarha merey aangan main pheli hoi hia
Kaash main terey haseen haath ka kangan hota !
tu barey payar se , chao se , maan ke saath
Apni nazuk si kalaaye main charhaati mujh ko ...
Sadaf
April 24, 2006, 7:14am
28
Re: Who, who and who…
Ahem Ahem…
Sajal - tum kaisi ho? yaar tum se next saturday ko baat karoon gi, aajkal zara masroof shasroof hoon
Dada Abba - aap ne chahay mujhay miss kia ho na kia ho, main ne aap ko bohot mister kia
EMM - I was in Pakistan for 20 days, kaisi ho? shadi hooi ke nahin abhi tak?
AQ-
PG -
Sara - Yaar kuch na poocho
Re: Who, who and who....
First you asked who missed me and now you are saying don't ask. Make up your mind woman.
Sadaf
April 24, 2006, 7:30am
30
Re: Who, who and who…
I was replying to SARA why didnt I call her while I was there.
Sadaf
April 24, 2006, 7:31am
31
Re: Who, who and who…
Code_Red:
Sadaf ! tmhari yaad , motiye ke pholoon ki mehek ki tarha merey aangan main pheli hoi hia
Kaash main terey haseen haath ka kangan hota !
tu barey payar se , chao se , maan ke saath
Apni nazuk si kalaaye main charhaati mujh ko …
Some people will never change
Re: Who, who and who....
I was replying to SARA why didnt I call her while I was there.
Yes, one of those. O boohoo
Re: Who, who and who…
Khalaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :love:
mainay aap ko miss naheen kiya pata hay kiyun …kiyun kay main khud yahan say miss tha
Re: Who, who and who....
Prolly slipped in bathroom and drained via line
Re: Who, who and who....
Aap kidher miss thay?
Aray busy tha na wedding main ... ;)
Re: Who, who and who…
Sadaf
main koi badalti rut’oon ki hawaa nahi … mujh main koi tabdeeli ajaye
main tu wo khota sik’ka hoon ju hamesha apney wajood ki haqeeqat se naa ashna, dar badar ki thokrain khata hai … par koi usay koi apnata nahi
Re: Who, who and who…
^^ bohat dukh bharee dastan hay aapkee
Allah behtar karay
Re: Who, who and who…
^ Humaray liay bhi kabhi aisi dua kiya karo na
Re: Who, who and who…
^^ aapkee behtree ka chance hee naheen
duaa kar kay zaya karnee hain kia!