Who, who and who....

Re: Who, who and who…

^ :aj: aakhir dara diya na apni bhayanak aawaz say :hoonh:

Re: Who, who and who…

:halo:

Re: Who, who and who…

Aap ko ghalat fehmi hooi hai,
main mumani nahin** khala** hoon :halo:

Re: Who, who and who…

mai nay kab kaha keh aap mumani hai
mujhe to aap ka naam acha laga iss liye zara lamba kich gaya :hoonh:

Re: Who, who and who…

here u accepted that u r my Khalaaaaa :hula:

Re: Who, who and who…

Waisay mumani bhi hoon 6 bachon ki :stuck_out_tongue:

Re: Who, who and who…

Aray meray ustaad…:grumpy:
Kaie baar maan chuki hoon,
balke** ZABARDASTI **manwaya gaya hai

Re: Who, who and who…

Aajkal har koi mujhay ustaad kah raha hay kiya main waqai ustaad lag raha hoon :Pagri:

Rahi baat zabardasti ki tou yeh kis nay kab aura kahan ki hay zara batana :aj:

Re: Who, who and who…

Lay!!!
Ulta chor kotwal ko daantay :hoonh:

Re: Who, who and who…

Dair Ayad Durusr Ayad

Re: Who, who and who....

^ Tussi wi dubai honday 'O ? :D

Re: Who, who and who…

Honay tay assi wi dubai vich a per sirf khaba vich :bummer:

Re: Who, who and who…

Achcha chor sahiba ab main aap ko khala naheen kahoonga :smiley:

Re: Who, who and who....

aap jo marzi keh lain, koi faraq parnay wala nahin :p

Re: Who, who and who…

:konfused:

Re: Who, who and who....

sadaf > to pakistan trip kaisa raha phir ?

Re: Who, who and who....

sadaf > to pakistan trip kaisa raha phir ?

Re: Who, who and who....

Welcome back, Sadaf:) So, how was the trip?? and how is Abdullah doing???