Where are you ...

lo..itna acha comedy prog hai..:hehe:..moin akhtar kuch na kuch ban kar ata rehta hai…is wale mein India ka eik shayar bana howa hai..n Anwar Maqsood host hai…both of em r just tooo good..:hehe:..dekho tu sahi..acha hai na.. :bailan:

[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
by the way Rabia Aaj Sehree ka time kia hai.. kuch patta hai??
[/QUOTE]

Sihori 4:29 AM
Fajr 5:42 AM
Sunrise 6:44 AM
Zawal 11:45 AM
Zuhr End 1:25 PM
Asr 3:05 PM
Maghrib 4:46 PM

naheen koe aisa khaas fark nahen hu ga…
tu roozai tu rakhou ge na?

rabiaa bibi…

Telewest par ARY nahi aata :smack: :frowning:

koi sher to post karo woh comedy shayar ka :smiley:

kahan sai daikhoun ARY nahen hai mere pas :stuck_out_tongue: .. woh tu keh raha thaa logoun kai haan hai .. :hehe: shaid mere ghar sai teesrai ghar mai hai.. Kingston Uni mai purdhteen hain woh teeno .. jaon ga kissi din :wink:

mein nahi bataoun gi..aur aap ka jo bhi janam hai..isi janam mein nahi doon gi..:mad:..

lo tu dobara aata ghoond lein..mujhe tu ab roz ata ghondna padey ga raat ko sehri k liye.. :smack:..aur mein ghoond bhi chuki hoon..aap bhi ghoond lo ramo kaka..aap ko tu parathe bananey aatey hain na..tu phir..
coffee aur toast se kuch nahi hoga aap ka..Insanoon ka hota hai..aap ka nahi hoga..:halo:..is liye kuch heavy khao..yeh nahi kha kar beith jana..:smack:..

haan amiyan hoon tu mazay bhi bade hotey hain mashallah se..ammi hi paratha banaye gi aaj..:hula:

ab rabiaa ko kya pata loug kaun hai :stuck_out_tongue: :hehe

acha mausoof :halo:..
aur sher bade mazay k hain us k..sher nahi gazalein hain..:rotfl:..Moin akhtar is sooo funny…hahahahahaaaaaaaaa…

KK mein bhi muslim hoti hoon mashallah se, tu zahir hai rozey rakhoon gi na.. :smack2:

aur jab aap k paas nahi tha tu itna uchal uchal kar kyun bol rahey they..:bailan:.mein samjhi aap k paas bhi hai…:mad:..

kaun hain :hoonh:..
bolo bolo tell tell…jaldi bolo ab tu forun bolo..:2guns:

:hehe: achcha to kis janam mein doge woh to bata do :rolleyes:

arey aata goondh to lo but parathe kaun banayega :smack: mein to barso mein banata hoon woh bhi saare shapes ke and kab banege woh bhi nahi pata…aparna ne poocha bhi tha ki subah ke liye parathe bana deti hoon meine hi mana kar diya tha :frowning:

well kal dekhta hoon agar bahot bhook lagi to kal aparna se keh kar parathe banva loga

batta chukka houn opper loug koun hain .. :hoonh:

PS: Roozai mai Qattal Jaaiz hai??

jinhone kaha unhi se poocho :snooty:

aur ghazal ke hi ek-do funny shayr type kare na aap :smack:

Qatl ka to pata nahi par jhoot nahi bolna chahiye…tauba tauba :nono:

kabhi chupp ka rakhnai ka souch hai??
Shukkar hai Islam mai chupp ka rooza nahen hutta verna Dory ka kia hutta .. :rolleyes:

mein kissi janam mein nahi doon gi..beshak 7th janam hotey hoon ya 8,9, 10..kabhi nahi..kabhi nahi…kabhi nahi…:snooty:
gana suna hai us Adoo Motoo ka aur Amith ji ka?

lo..susti.. eik paratha nahi bana sakte…:smack:..tub hi tu mein ne yeh jhanjhat pala hi nahi..abhi tuk paratha banana nahi seekha…agar seekh liya, tu sehri mein mujhe banana pade ga..jo mujh se hargiz nahi ho sakta…:mad:
lo..tu jab aparna ne poocha tha tub mana kyun kia thaaa..bongay ullah khan niaziii :smack2:

aur kal kia dekhain gay? sehri abhi kuch ghuntoon mein hone wali hai..aparna tu so rahi hogi na ab…:smack:.. ab bhugtoo..mad..

jhoot naheen keh raha .. teen din pehllai he daikha hai .. :bummer:

ji nahi..mein aap k kaam nahi karti..jo karti hoon khullam khulla karti hoon…:snooty:..

aur khud hoon gay Dorey Vorey. :bailan:
aur haan LOG kaun..bolo bolo tell tell :hoonh: :bailan:

kab bataya haiiiiiiiii :bailan:..jhootay..batao abhi…

ps:…haan agar Daagh ka ho tu jayaz hai..:hehe:

ye kis cheez ke battain hu rahee hain ..:konfused:
woh Abhijeet ka ganna sunna hai…
Chalte Chalte walla

Daidu na Daidu na …Daidooo naaa :hehe:
By the way mang kia raha hai .. :hoonh:

haan woh Kabhi Nahi wala song suna bhi ahai and dekhabhi hai…kitna smart hai Adnaan usme :blush: aur Amithji to aakhir Amitji hi hai…
waise woh wala song suna hai aapne
Kaise Kaise ko diya hai Aise waise ko diya hai…mujhko bhi to lift kara de :hehe:

nahi aadhi raat ko uth kar parathe banana is so big jhanjhat :frowning: ab aaj to aise hi kuch time nikaalna padhega kal se aparna se keh dooga :frowning: