han aap tu kohQaaf wallion kai saath party kurte hain .. ![]()
jahan tuk ..
phir ja kur Chai bhi paish ke thee mehmanoon kai samnai.. phir kaha hu ku “Aunty Je Addab” .. ![]()
phir kab aanai ka kaha unn logoun nai dubara.. ..![]()
jahan tuk Bobiyan sunnai ka taaluk hai woh tu abhi tak sunn raha houn .. ![]()
hai koe .. humm kion battain ..
pouch lu mustakbil kai Pani kai Billai sai .. ![]()
haan ab theek hai…deir aye durust aye..
…aur yehi baat shakal theek kar k bhi keh sakte they..k mein maha maha mahan hoon…
… waise mujhe pata hai snooty..
yeh 8th wala hai??? haye yani k 7th janam mein aap ka ram nam sate howa tha? tub kyun nahi thi mein…itni badi khushi miss hogayee..
…aur ab tu mujhe yaqeen ho gaya hai k 8th janam nahi hota…aap tu asal mein bhoot ho..
…
haww hayee..khabardar hrithik ji k bare mein kuch ulta phulta soocha…
…waise aap soch lo..aap k soochna na soochne k hi baraber hai..:halo:..per kuch kehna mut…mad3…
politics ki baatein bongi nahi…sakht tareen bongi hoti hain… aur bongoon ko hi pasand aa sakti hain..tub hi tu aap ko pasand aati hain …aqalmundoon ko politics se kuch leina ddeina nahi hota..:halo:..
aap ko kaise pata k hum kin k saath party karte hain
..yani k woh aap hi they jin ko dekh kar baqi pariyoon ne durood padhna shoro kar diye they dar kar…sharam tu nahi ati na…Bhoot ho kar pariyoon ki party mein atey howey
..
aur jiiiiiii nahi mein ne koi addaab vadaab nahi kia tha kissi ko okkkkkk
… na hi WOH wala dobara aney ki baat howi thi..
per unho ne mujhe bulaya hai ghur..yeh keh kar..‘beta aap ghur zaroor ana..hum intezra karein gay’..per mein ne dil mein kaha dekhoon gi, soochon gi, kal parson kuch kahoon gi..
..
aur haan zahir hai subah se raat tuk yehi tu kaam hai aap ko…ab Daagh k sath rahein gay tu aur tu kuch sunney ko nahi mile ga na..na uney na aap ko :halo:
okie ab shakal seedhe rakh kar bhi bol dete hai kiiiii
Pari maha maha maha maha mahaaaaannnnnnnnnnn hai ![]()
haan yeh mera 8th wala hai na janam…aapne kaha tha na 7th janam tak nahi to 8th mein to de hi doge na ![]()
nahi politics ki baatein samajhne ke liye ek khaas cheez ki zaroorat hoti hai jise log bheja kehte hai and agar woh na ho to saari baatein bongi lagne lagti hai ![]()
aur sunaye aapki tabiyat kaisi hai ? aur sehri ke liye kya banaya hai ??? kuch jyada ho to yaha bhej dena please ![]()
mein ne shakal seedhi kar k bolne ko kaha tha…aur bigad kar bolne ko nahi kaha tha :halo:..khair theek hai theek hai..i know i know..ab beith jaye
..
ohh wah rey..yani k khud apne aap 8th janam bana liya…tu theek hai.. woh ilzaam 1st janam tuk na mumkin hai..ab bolo…kabhi ho sakta hai pehla janam dobara…
..
haan jo log politics ki baatein karte hain un mein tu bohat bheja hota hai na… un jaise bhejoo waloon ko hi woh interesting lagta hoga..aap ko tu lagna hi hai..na lagta tub pareshani ki baat thi..:halo:..
aur sehri k liye abhi tu kuch nahi banaya..sehri tu hone do pehle
.. aur aap ko kyun bhejoon..khud hi banao ![]()
ghar bullannai ke dawat bhi dai gain…
bulla raheen hain kai aap bhi daikh lu unn ka ghar .. takkai phir aagai baat pounchai.. khannai wannai tak .. ![]()
by the way aaya koun koun thaaa…
han aor jab humm dunu yahan huttai hain tu high level ke suntai hain …![]()
shukkar hai 10p pur naheen sunttai .. ![]()
![]()
logoon logoon..kin kin k paas ARY Digital hai..
jaldi bolo bolo tell tell ![]()
aap ek baar decide karke bataye ki kaunse janam ki baat hai phir hum decide karege ki yeh humara kaunsa janam hai ![]()
aur sheri ke liye kya banaoge woh to pata hona chahiye na…so batao kya banega…well humare ghar par kuch nahi hai banane ke liye
so will be apple and orange juice only…and may be a coffee and toast…woh bhi agar mood hua to ![]()
hai kuch logoun kai pass .. kion kiya huwaa?
kiyaa aa raha hai
ji nahi..un k ghur hum pehle bhi jaa chuke hain acha..
…aur insan hi aye they..aap ki category se koi nahi aya tha..:halo:..waise un mein eik behan hai.aap ki category ki lagti hai…ussey ghur mein kam darakht k upar beithna chaye raat k waqt…halo..kaho tu baat vaat chalaoun?..
aur 10p ho ya 1p..us per tu kabhi nahi sun pao gay…yeh tu pakka hai ab
![]()
okie logo ab hum jaayege sone ke liye…
so jaldi jaldi allah haafiz bolo aur humse ramadan ki duaein lo ![]()
![]()
Daagh mai nai kal ARY wallon ku munna tu kia thaa nai Interview broadcast kurnai sai… daikha sabr naheen huwa unn sai .. kur diya broadcast aaj he.. ab kal hu ga sarra press ghar kai durwazzai pur.. ![]()
Daagh wah …awayeen..ji nahi..aap batao aap ka kaun sa janam hai, takey mein janam badal kar bol sakoon..waise aap ka pehla hi janam hoga..Allah ne bhi bana kar soocha hoga…kia ban gaya..dobara wohi cheez hargiz na banata..:halo:…
aur sehri mein sirf juice…Allah rye poore bongay hain
..jab khana zyada khana chaye tub itna kam ..aur jab kam khana chaye..tub tu barishein hoti hain matkey per.. smack…sahi terha sehri karien..paratha khana..hum bhi paratha khayein gay..shayad mein dahi se khao ya eggoo miyan se..abhi sooch rahi hoon
..with chai..yummy..aap bhi heavy karo..dekh lo…shaam tuk kuch nahi mile ga..
KK kin kin k paas hai ![]()
woh aa raha hai Loose Talk..Anwar Maqsood aur Moin Akhtar ka..haha..Moin Akhtar is sooooooooo funny..
..
kabhi dekha hai yeh prog?
by the way Rabia Aaj Sehree ka time kia hai.. kuch patta hai??
in ko dekho zara..chupppp kar k beitho bade miyan
..
koi kahin nahi jaa raha..
..
beitho aram se
..
mai samjha .. pattanahen kia hu giaa.. ![]()
Loose talks.. nahen daikha… Yahan he sunn laittai hain .. ![]()
![]()
mujhe wahan ka tu nahi pata..per yahan per 5:12 tuk ka time hai sehri ka…
i think yahan aur wahan k timings mein farq hoga..
hai na na..
nahi pehle aap batao phir mein bataoga ![]()
well parathe to kal the so aaj ke roze ki sehri mein khatam ho gaye…ab kal to parathe bhi nahi hai
so may ne toast and coffee ![]()
oh ghar ki yaad aa gayi mein bhi ghar par dahi ke saath parathe kaata tha and then one more paratha with tea just before the time for end of Sehri…
mommyyyyyyyyyyyyy
chouttai koun hain? ![]()